Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 25
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 18 Aug 2025 EDT
BALH Naya Season EDT Week #10: Aug 18 - Aug 22
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
GAADI CHOOTH GAYI 18.8
DAHII HANDI 19.8
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
Tiger or Kabir or Pathan. Which male spy you liked the most?
Faissal Khan's Shocking Revelations
Param Sundari ..Yay or Nay ?
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
part3
Mayur in car
N-mayank ek kaam karo car paanipuri ke paas rokho mujhe paanipuri khaani hain
M-tumhein main kaise dikh raha hun
N-ofcourse driver ki tarah
M-main kahin nahin rokhne waala agar tumhein itna hi mann kar raha hain toh paidal chale jao
N-paidal kyun main mom ke saath jaongi
M-jo karna hain karo
(he puts radio)
(she changes channel)
(he also changes both fight for some time)
M-tumse ladna bekaar hain
(he listens from cell keeping earphones she takes one earphone and puts in her ear he knows its waste to fight with her so he keeps silent)
Later he was eating choclate she takes it from him
M-tum khud ki kha sakti hona meri kyun leti ho
N-mujhe yehi chahiye agar tumhein woh chahiye toh woh lo
M-mujhe meri choclate hi chahiye
Both share the choclate
They reach home she was sleeping peacefully keeping head on him
He smiles
M-ab tak kitna lad rahi thi aur abhi aaraam se sorahi hain par mujhe tumhein itne chain se sote hue nahin dekha jaata
(he puts cottons in his ears and pressesthe car horn she gets up closing her ears )
M-neend kaise thi
N-tumhein toh main
He runs from there she goes behind him in the house they run round sofa she throws pillows on him
N-idiot stupid monkey donkey fool sadu aur yaad nahin aarahe par saare bad words tumhare liye
Throwing pillow back on him
M-dictionary laake dun
Shilpa in kitchen
Shilpa-lagta hain dono aagaye isiliye nupur itne pyar se baat kar rahi ek kaam kar tu yeha kaam kar main undono ko dekhti hun
Shilpa comes out
Sh-yeh ho kya raha hain
N-mom dekho na mayank ne kya kiya
Sh-mayu tu use satata kyun hain
M-aapko hamesha meri hi galti dikhti hain aapki beti ki koi harqat nazar nahin aati
Sh-haan toh kya karoge apne room main jaake chup chap fresh hoja
N-love you mom
Sh-love you too beta
Mayank goes to his room in anger
M-inse baat karna bekar hain main mom ko call karoonga
M-hello mom
Shobha-haan mayu ghar kya hua achanak call kiya sab teek toh hain na
M-sab teek hain college se jaldi aagaya isiliye call kiya
Shobha-toh kaisa raha aaj ka din
M-jahaan nupur hoti hain wahaan chain nahin hoti
Shobha-mayu kya hua usne phir tujhe tang kiya
M-tang karna baht choti word hain aaj toh uski shaitaani ki had ho gayi
He says everything
Shilpa-par tune aisa kaise kiya
N-nahin toh kya karun jab dekho tang karta hain
Shilpa-haan beta par tum dono ki ladai main lecturers ko laane ki kya zaroorat hain tum dono ki ladai tum dono tak hi rahe toh teek hain aisa karna galat haink
N-par usne jo kiya uska kya
Shilpa- maanthi hun par tune jo kiya woh aur bhi galat hain tu meri achi bachi hain na waada kar phir aise harkat nahin karegi
N-tik hain nahin karoongi
Shilpa-meri pyari gudiya tu jaake TV dekh main tere liye tiffin banati hun
Shobha-yeh ladki bhi na din ba din shaitaan ban rahi hain main aane ke baad use dekhti hun
M-aap kyun chinta karti hain main hoon na main use dekhloonga
Shobha'acha tik hain tu aaraam kar mujhe rounds pe jaana mom
M-love you mom
Shobha-love you too beta
Mayank was reading book nupur puts Tv in high volume he comes out
M-tum TV dekh rahi ho yeh baat pure mohalle ko batane ki zaroorat nahin hain main pad raha hun volume kam karo
N-nahin karoongi agar tumhein disturb horaha hain toh bahar jaake pado
M-tumhein toh
Shilpa'mayu kya hua tu phir uspar chillan kyun raha hain
M-aapko mere chillane ki awaaz sunai de rahi hain uske TV ki awaaz sunai nahin de rahi
Shilpa'maine hi kaha tha use TV dekhne ke liye
M-aap dono se baat karna bekaar hain
He goes inside and again calls shobha
Shobha'ab kya problem hain
M'nupur dehiye na mom kitne zorose TV lagayi hain main pad nahin paa raha
Shobha'ismain udaas hone ki kya baat hain tu nupur ke room main jaake pad uske room main awaaz nahin pahunchegi
He goes to bhushan house and sees Nupur's room she is expert in neatness
M-kitna neat hain yeh room dekh kar hi chakkar aaraha yeh ladki bhi na ladne ke alawa kuch nahin aata
He cleans the room lay on bed and starts reading book
Shilpa-nupur tu ab tak fresh bhi nahin hui jaakefresh hokar aa baad main TV dekhna
N-par mom
Sh-chup chap jaa
N-ok jaa rahi hun
She goes to her room and finds her romm neat and mayank lying on bed readiing book
N-are wah kitna neat hain mayank tum na kisi kaamaao na aao mere yeh kaam ache se karte ho ismamle main lucky hoon
M-sharam nahin aati ek toh room ganda rakha upar se mera mazak uda rahi ho tumhein toh muje thanks
N-thanks kehna chahte ho ya sure kaho tumhare muh se thanks main sunna chahti hun
M-tum mera sar mat khao dikhai nahin de raha main pad raha hun
N-tik hain jaati hun
She goes inside to fresh up by the time she comes out he was sleeping peacefully
N-kitna aaraam se so raha hain monkey kahika waise bhi ise uta ke main apni neend kyun kharab karoon
She goes and sleeps beside him
Dadi-yeh nupur kahaan hain aur mayank bhi dikhai nahin de raha
Shilpa-nupur ko maine hi uske ghar bejaa hain fresh hone ke liye
Dadi-main dekh kar aati hun
Shilpa-main bhi aarahi hun
They find both of them sleeping peacefully in their room
Shilpa-kitne aaraam se so rahe hain kitna shanti hain agar utgaye toh pura ghar sar par uta lenge
Dadi-bhagwan mere sapne ko sach karna
Shilpa-kuch kahaan aapne
Dadi-kuch nahin
Shilpa-(to herself)main jaanti hun aap kya chahti hain mera bhi wohi sapna hain par pata nahin yeh dono kya chahte hain bhagwan indono ke beech main kisi ko mat laana
Rv-main aagaya
Ria-main bhi
Rias mom- bahut jaldi aagaye agar flight chut jayega toh
RV-aunty relax aisa kuch nahin hoga
RV's mom-wahaan atleast teek se padai karna koi shaitaani nahin aur dono ek dusre ka khayal rakhna
Ria-aur kuch aap log bhi na bahut boring hain kya puraane zamaane ki logo ki tarah behave karte hain
Rv-hum kisise nahin darte sab humse darte hain we bothare dangerous
Rv's dad-tum dono pata nahin kab sudroge
Ria-humein sudarna mushkil hi nahin namumkin hain ok bye
Both say bye and leave
Next day in basketball court mayur were playing basketball RV and ria see them
Ria-i love him
RV-i love her
Both look at each other in shock
Ria-atlast humdono ko hamare rights ek saath mil gaye jab Ria decide karti hain woh ladka sirf uska hota hain
Rv-jab RV kisi ladki ko dekhta hain koi aur use chu bhi nahin sakta
Precap:
N-ab aise kya dekh rahe ho help kare ke liye bhi poochne ki zaroorat nahin hain
He lifts her in arms
M-agar jyada naatak ki na neeche gira dunga
N-tab main mom ko call karoongi
M-dumki dena koi tujhse seekhe
part4Hello everyone! I will be posting my 5 one-shots over here which I sent in for the Pyaar Ka Trope-fest contest. They are all standalones and...
15