Har raat ke baad sunheri subah hai aani
Aaj bhale hi ho gum har pal, par kal mushkil na hogi zindagani'
Dil mein hai dard jo kaha nahi jaata aur chup raha bhi nahi jaata
Jo ho raha hai kyun ho raha hai, kaash iska jawab mil pata'
Sapne na pure hue na adhore rahe
Khamosh hai lub phir bhi hoton pe hai kahani jo kisi ne na jaani'
Ye jo halchal hai, aaj kal mann mein har pal hai
Agar manzil ka rasta seedha hota toh yun raaston mein milne ki khushi ka ehsaas na hota'
Akele rehna mumkin hi nahi hai ab aur saath rehne mein zamane ki bandishey hai sab
Magar hai itna yakin ki yeh pyaar na hoga kum aur hum honge saath har dum, har kadam'.
hope happy days are here again and AnYa can live happily forever...