Jab meri khirki par subah ki dhoop ati hai
Aankh khulti hai aur tumhari yaad ati hai...Aaj 10 baje kya ayega...
Din bhar tumhe dekh ke bhi dil nahin bharta...Repeat telecast, forum post, sbs..
Ghar jane ka bhi man nahin karta...Speacialy sat-sundays...
Jab ghar jata hu toh phir shamko tumhari yaad ati hai...Waiting for 10 PM
Sota hoon toh tumhari yaadein bar bar jaga ti hai...Cute romantic scenes in dreamland
Aisa nahin ho sakta ki tum meri pas hi raho
Har din pas akar dur kyun chali jati ho...Missing Anya...
What u say guys...Anant ne hamare emotions ko achi taraf pesh kiya hai...