Allah nay 3
Iksaam ki makhlook paida ki hai
1) farishtoon ko allah nay paida kia mager inn ko shehwat nahin di
2) jannwaroon ko allah nay paida kia mager aqal say khali rakha our mager shehwat di
3) phir insaan ki takhleek ki insaan ko aqal our shehwat donoo di
insaan per jab shehwat ghalib a jati hai to who janwaroon say bhi badter ho jata hai laikin jab is ki shehwat per aqal ghalib ho to yeh insaan farishtoon say bhi afzal hota hai
shehwat means" khuahish"