Sabrina- Main protagonist - 19 years old
Ragini - Sabrina's best friend- 20 years old
Sonakshi- Sabrina's older sister- 23 years old
Rahul - Sabrina's older brother- 26 years old
Maneesha- Rahul's wife- 24 years old
Maa - Sabrina's mom - 49
Papa- Sabrina's dad- 52
Dadi ma- Sabrina's grandma- 86
Gulaab- Servant of Sabrina's house- 37
---- SABRINA'S COLLEGE----
Ragini: Tum fikar mat karo Sabby, mai kisi na kisi tareeqe se tumhe notes pohncha dungi. I understand yaar, tum college nahi aythi.
Sabrina: Thank you! Tum nahi janti ke tumnhe meri kitni madat kardi hai. I mean mai to dar gyi thi yehi soch kar ke Dadi aur Papa kya kahenge. Maa to itna mind nahi karti , mujhe bacchi samajh kar chordeti hai aur Bhaiya Bhabi bhi. Lekin mujhe ye to batao tum mujhe ye notes kaise pohonchaugi?
Ragini: Wo--
Sabrina: Oh! No idea, accha mai to kehti hoo kisi ke haath pohuncha do. Jaise ke Gulaab ya driver.
Ragini: Mere paas ek idea hai. Tum ghar le jao na notes! Easy!
Sabrina: Magar Papa mere se bag kholne ke liye kehte hai jab mai ghar pohunchti hoo. Ab kya karein, yaar?
Ragini: Agar mai tumhare saath chaloon ghar?
Sabrina: Wow! Ye maine pehle kyun nahi socha? Mai bhi na, duffer ki duffer hi rahoongi. Anyway, ab intazaar kiska hai ? Chal driver to agya hai!