apt songs for situations

sweetsute thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#1
okk main phir se aagai

aab since we know dat we r gonna face Shanak separation and Shanak reunnion, so isi mauke pe mujhe kuch gane yaad aye

gana no.1

Khanak's feeling................

raat humari toh chand ki saheli hain
kitne dino ke baad aayi woh akeli hain
sandhya ki baati bhi koi bujha de aaj
andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
andhera rootha hain andhera aitha hain
gumsum sa kone main baitha hain
andhera Pagal hain kitna ghanera hain
chubhta hain, dasta hain phir bhi woh mera hain) - 2
uski hi godi main sir rakhke sona hain
uski hi baahon main chupke se rona hain
ankhon se kajal ban behta andhera aaj

gana no 2

Shan's feelings.......

Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana) - 2
Jhoothe hai yaar ke vaade saare, Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja , Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhaana bada,
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein, aah
Aake basi hai voh mere mann mein,
Uski kami hai ab jeevan mein
Voh door hai meri nazron se,
Kyoon usse main chaahoon
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka, aah
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na main us patthar ko
Jaa usse bata de

gana no.3

but later, wen he gets to know d reality and goes for khanak

Yeh hawayein gungunaein poochhe tu hai kahan
Tu hai phoolon mein kaliyon mein Ya mere khwabon ki galiyon mein
Dharti sajji ambar sajja jaise koi sapna
Isme ho ghar o humsafar tera mera apna
Suna tere bina khwabon ka yeh makaam Aa bhi jao,

Gana no.4

In Dhulwadi, Khanak ko manane ke process mein

elo jee sanam ham aa gaye, aaj phir dil leke
abb itana bhi gussa karo nahee jani
yeh khoya khoya mausam pawan diwani
kahee uda le naa yara tujhe dildara tujhe
elo elo....
aise jadugar hain bahar ke yeh din
jan hee naa le le khumar ke yeh din
jine nahee paunga hay mar jaunga
aise naa maro najara mujhe
mathe pe toh bal hai labo pe muskan
chhab hai gajab kee mai tere kurban
dekho jane jana bahak naa jana
aaja mai de du sahara tujhe

Gana no.4

at last khanak will give up

chalo jee mai gussa naa aur karungi
teri shikayat pe gaur karungi
kya hai meri manjil samajh gaya dil
jana karo naa ishara mujhe

Gana no.5
At last , ding dong and ping pong.....

..No gana from Shanak, but d background....

.In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameeen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Abb Aasmaan Talak Hai
(nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein ) - 2


soooo kaise laga mera lambaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa post

Edited by sweetsute - 14 years ago

Created

Last reply

Replies

2

Views

553

Users

2

Likes

4

Frequent Posters

adventure_gurl thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
#2
haha Dil De Diya Hai from Masti would be a good one overall too
sweetsute thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
#3

Originally posted by: adventure_gurl

haha Dil De Diya Hai from Masti would be a good one overall too


situation batao.........kaun se gane ke replacement mein

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".