kitne dino ke baad aayi woh akeli hain
sandhya ki baati bhi koi bujha de aaj
andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
andhera rootha hain andhera aitha hain
gumsum sa kone main baitha hain
andhera Pagal hain kitna ghanera hain
chubhta hain, dasta hain phir bhi woh mera hain) - 2
uski hi godi main sir rakhke sona hain
uski hi baahon main chupke se rona hain
ankhon se kajal ban behta andhera aaj
Jhoothe hai yaar ke vaade saare, Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja , Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Hua main paagal bas pal bhar mein, aah
Aake basi hai voh mere mann mein,
Voh door hai meri nazron se,
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka, aah
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na main us patthar ko
Jaa usse bata de
abb itana bhi gussa karo nahee jani
yeh khoya khoya mausam pawan diwani
kahee uda le naa yara tujhe dildara tujhe
elo elo....
aise jadugar hain bahar ke yeh din
jan hee naa le le khumar ke yeh din
jine nahee paunga hay mar jaunga
aise naa maro najara mujhe
mathe pe toh bal hai labo pe muskan
chhab hai gajab kee mai tere kurban
dekho jane jana bahak naa jana
aaja mai de du sahara tujhe
kya hai meri manjil samajh gaya dil
jana karo naa ishara mujhe
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameeen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Abb Aasmaan Talak Hai
(nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein ) - 2