samajh nahi aa raha khushi manaoo ya gham....😕
khushi do baat ki... 1- munna was juz fabulous..👏 kya munh tod jawab diya....😃
2- both the stupid ladies bid goodbye 🥳
aur gham - 1- khusat log k wajah se munna ko maafi maangni padi.... chii yaar 😔
2- precap.... ram site fir nikle hai dono lukkho ki madad k liye....😡
10