Normally toh fast track divorce aise cases mai hota nahi hai.Originally posted by: -SREE93-
I agree with you
Itne aasani se divorce dena nahi chahiye
Its completely kiara ki marzi
But sadly kal se sab usko lecture dena shuru hoga
Love less marriage mrin rehkar kya fayda ya fir uske zindagi barbaad hoga like....
Also my one doubt is kya divorce petition file hote hi divorce hoga kya...
There is some procedure like counselling and all.
As per my knowledge mutual petition ke baad bhi there is a 6 months time which court will grant for divorce
Dusre log hote kaun hai kiara ke liye kya sahi kya galat yeh judgement pass karne wale !!!
Apna judgement baki sabko apne paas he rakhna chahiye! And dusro ko bhi samaj na chahiye iss baat ko ki har jagah apna opinion thopna zaruri nahi hota.
Normally to marriage /divorce are very personal decision jaha maximum parents ko bolne ka right hota hai, yeh baki ke relatives kudd pade types nahi hota and abhira armaan ka toh yeh hamesha ka hota hai ki dusro ke fatte mai pair daal kar apna opinion thopna he hota hai. Same scene uss baal baccha wale dev ke time bhi hua tha jaha abhira ko yeh tha ki baal baccha wala ke sath charu ko love hai so nobody should have objection so ab yeh bhi maanoki kiara ko divorce nahidena toh uss ladki ko e decide karne do apan bhala bura.
26