Hello Odhiniansš

[/YOUTUBE]
Part 13 page 68
Hello Odhiniansš
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
DAHII HANDI 19.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
Did i heard right ???????
Faissal Khan's Shocking Revelations
IMMORAL CRINGE 20.8
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
I find it unprofessional
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
So the roles are officially switchedā¦
Here is the first part peoplezzš³
PART 1
Today students were graduated for their final year in Mumbai and from tomorow they will start their new life. In this occasion students are usually happy n excited but it wasn't the case for Shaantanu Khandelwaal. After his graduation instead of spending time with his friends n close ones he is sittin all alone in a barā¦a glass of scotch in his handā¦since he is there he had the same glass but did not have a slip of itā¦everyone left the bar but Shaan was still there lost in his thoughts. A girl was watchin him from the beggininā¦she was workin there as a bartenderā¦and usually she goes home around 10:30 pm but she was still here n it was more than 11:30. She did not disturbed shaan but now she really nedded to go home so she walks toward him n stops behind the bar.
Gal: listenā¦I know u look upset but I really need to go nowā¦(shaan looks up at her)
Shaan: im sorry I was justā¦ā¦
Gal: wanna talk?
Shaan: what?
Gal: apne problem ke bare meinā¦baat karna chahte ho?
Shaan: thanks butā¦ek ajnabi ke saath apne problems share karnaā¦its weird (the girl sits on the chair in front of shaan)
Gal: iska matlab yesā¦aur rahi baat ajnabi hone kiā¦tho main itna keh sakti hoon ki tum abhi abhi graduate ho gaaye but still look upsetā¦doston se alag ho rahe ho issi liye??
Shaan: nahinā¦actually mere parents ke waje seā¦
Gal: ooooā¦tho tere parents aaj tere saath nahin theā¦
Shaan: yeahā¦lekin ab mujhe adaat ho gaayi haiā¦its not the first time but it still hurts
Gal: Whats the big deal?? Graduation tumhara thaā¦apni naayi life tum start karne vale ho aur vahan tumhara hone zaroori thi tere parents ki nahinā¦(shaan looks at her surprised)
Shaan: what do u mean? Agar meri jagah tum hoti tho tumhe bura nahin lagta??
Gal: for ur kind information aaj meri bhi graduation thiā¦lekin meri baat alag haiā¦main khud apni family se door chali aayi hoon yahanā¦kyunki mujhe apne sapne poore karne hain
Shaan: issi liye tum aisa bol rahi hoā¦par main tho apni family ke saath hoon naa
Gal: but its ur life dudeā¦I mean itne choti choti baton ke liye apni life ki best moments spoil nahin karni chahiyeā¦you've just been graduated and u should enjoy this moments with ur friendsā¦par tum devdas ki tarah yahan depressed hoā¦ā¦tumse kuch kahun tho meri baat maanoge?
Shaan: wellā¦koi stupidity naa ho tho why not
Gal: tumhe apne parents se iss bare mein baat kar leni chahiyeā¦u should just tell them how you feel
Shaan: noā¦I think unhe bura lagega
Gal: aur aaj tak tumhe jaise feel hua hai uska kya?...jab tak tum bataoge nahin voh kabhi samajh nahin paayenge and they will repeat the same mistake again n againā¦aur agar tum unhe batana nahin chahte tho unhe blame bhi mat karoā¦(shaan thinks for a while)
Shaan: maybe you're rightā¦
Gal: I know im right! You know life mein kabhi yeh maybe word use karni nahin chahiyeā¦we have only one life n we shoud live it to the fullestā¦har din aise jeeni chahiye jaise voh last hoā¦no tension, no tears, no sadnessā¦we should enjoy every moment of our life spending it with people we love and live our dreamsā¦(shaan smiles listenin her)
Shaan: tho tum kabhi pareshaan nahin hoti ho?
Gal: main stupid nahin hoon jo tumhari tarah apni life ki khushiyaan spoil karun (n she takes the glass from his hand n wash it)
Shaan: shayad tumne dekha nahin par maine pee nahin liya thaā¦
Gal: issi liye tho maine liyaā¦tum isse peene vale the hi nahinā¦jab se aaye ho yahin glass haath mein haiā¦listen stranger tumse baat karna mujhe acha lagta hai but seriouslyā¦mujhe ab jaana hoga
Shaan: ya sureā¦but thanksā¦u know its weird kyunki main tumhe janta tak nahin aur jo baat maine aaj tak apni family ko nahin kaha voh tumse kaha and I feel much better nowā¦so thanksā¦
Gal: it was my pleasure stranger!
Shaan: btw tumhara naam kya hai?
Gal: Sunshine
Shaan: are u serious?? Yeh tumhara real naam hai?
Gal: nahinā¦but that's how people call me (shaan smiles)
Shaan: anyway imā¦(before he could introduce himself the gal cuts him)
Gal: don'tā¦jin se main phir kabhi nahin milti unka naam jaan ne mein koi faida nahin
Shaan: tumse kisne kaha ki hum phir nahin milne vaale? Infact main tho kal tumse phir se milne aaoungaā¦
Gal smiles: kis khushi mein ?
Shaan : c'monā¦abhi jo main apne parents se baat karunga tho tumhe batana hoga naa
Gal: theek haiā¦agar hum kal mile tho tum mujhe apna naam batana
Shaan: hum zaroor milengeā¦
Gal: bye strangerā¦
Shaan: see you tomorrowā¦Sunshineā¦(they smile to each other n shaan leaves)
***
The same evening, when shaan reaches home sunil n madhvi were waiting for him. They get very happy seeing him and madhvi hugs shaan.
Ma: congratulations beta!! Im very happy for you
Shaan: thanks momā¦(then sunil walks toward him)
Su: shaan betaā¦aaj main bohut khush hoonā¦im very proud of you my sonā¦(shaan just smiles)
Shaan: thanks dad
Ma: beta tum apne doston ke saath enjoy kar rahe the naa thaag gaaye hogeā¦jaa kar araam karo hum kal baat karte hainā¦(shaan at first hesitates to talk to his parents but remembers what that girl said to him n decides to do it)
Shaan: momā¦actuallyā¦mujhe aap dono se baat karni hai
Su: theek haiā¦aao yahan baithoā¦(madhvi n sunil sit next to each other n shaan sits in front of them)
Ma: shantanu kya hua hai?
Shaan: momā¦ā¦aaj jab aap dono mere graduation mein nahin the thoā¦tho mujhe bohut bura laga thaā¦itna bura ki mujhe aisa lagne laga ki aap dono ke liye apki business aur meetings apke bete se bhi ziada important haiā¦(madhvi looks at sunil surprised)
Ma: but beta humā¦(shaan cuts her)
Shaan: nahin momā¦let me finishā¦mujhe aap dono par bohut gussa aa raha thaā¦aur aaj thoā¦aaj tho main ghar bhi nahin aana chahta thaā¦par kisi ne mujhe ehsaas dilaaya ki galti sirf apki nahin balki meri bhi haiā¦kyunki maine kabhi apse apni dil ki baat share nahin kiā¦aur issi liye ab mujhe aap dono se koi shikayat nahin haiā¦
Su: shaanā¦beta hume humesha aisa laga ki tum apni khushiyan humse ziada apne doston ke saath share karna chahte hoā¦issi liye humne kabhi uss mein interfere karne ki koshish nahin kiā¦
Shaan: I know dadā¦and im really sorry
Ma: we are sorry too betaā¦and I promise hum tumhe phir kabhi aisa feel karne nahin dengeā¦ā¦ab jao araam karo
Shaan hugged his parents n went to his bedroom. He was feelin much better after this conversation and all that was because of that girl. He smiled thinking about herā¦how he opened his heart to a complete stranger and how this same stranger changed his life in one nightā¦
Shaan: sunshineā¦jisne bhi usse yeh naam diya hai bohut soch samajh kar diya haiā¦todi ajeeb si haiā¦mujhe mera naam tak batane nahin diyaā¦koi baat nahinā¦kal jab milenge tho naam ke saath tumse dosti bhi karunga (he smiles n went to sleep)
***
The next day, Shaan got up early in the morning n got ready to leave. When he reached the bar he quickly rushed inside n find it empty. Only one old man was sittin alone in a table drinking. He then saw an employee n thought to ask him about the girl.
Shaan: excuz meā¦kya aap mujhe bata sakte hain ki apke bartender ki duty kab shuru hoti hai?
Employee: sir yahan kahin bartenders hainā¦aap kisko dhoond rahe hain?
Shaan: voh ladki jo kal yahan thiā¦lambe baalā¦big brown eyesā¦usse log sunshine bhulate hain!
Employee: ooooā¦sorry sir par kal uski job ki akhri din thi (shaan gets shocked)
Shaan: what??...tho phir ab voh kahan hai?
Employee: pata nahin sirā¦uski studies khatam hue tho usne yahan ka kam bhi chodaā¦
Shaan: kya aap mujhe uska naam bata sakte hain phir?
Employee: yahan tho usse sirf sunshine ki naam se hi jante hainā¦usne kabhi apna asli naam bataaya nahin (shaan gets very desapointed)
Shaan: okayā¦thanksā¦(he sadly walks toward the door when the old drunked man called him from behind)
Man: milegiā¦(shaan turns to face him) fikar mat karo young manā¦ek din voh tumhe wapis milegiā¦yeh sab tho kismat ka khel haiā¦kabhi paana tho kabhi khonaā¦kabhi milna tho kabhi bicharnaā¦but if you truly believe in itā¦then one day you will find herā¦kismat khud usse tumhare samne laake kada kardegiā¦
Shaan does not give any importance to the man and leaves. He stops outside the bar his hands on his waist.
Shaan: that's cheating sunshineā¦tumhe pata tha ki hum aaj nahin milengeā¦ab main tumhe thanks kaise kahunga? Pata nahin hum life mein dobara kabhi milenge bhi ya nahinā¦(he looks up at the sky closing his eyes when he feels the warmth of a sun ray caressing his face and it made him smile again) milengeā¦im sure hum milenge sunshineā¦
š¤