humare gurmeet ko theek kar do na.....
kyun aap humesha humare saath aisa karte ho?? kyun jab hum kuch achcha hone ki ummed karte hain aap kuch na kuch prob se hume face karwa hi dete ho???😭
😭
aur samira ki entry....maaneet ka separation................😕
hey babaji kahin aisa hi na ho ki CVs maan ko swargwasi hi bana dalein!!!😭😭 ( agar aisa hua na den......😭😭🤢🤢🤢)
babaji....CVs ko rasta dikhaiye ....kuch chamatkar kijiye....humari zindagi ab aap ke haathon mein hain!!!!
FAINTED!!!🤢
🤢