jitna main shilpa ko armaan se alag karna chah rahi hun utna hi sid us ladki ko armaan ke paas lekar aa raha hai...........
pata nahi kyun...........agar wo chahta to kisi aur ko bhi armaan ke sath bhej sakta thas na............
picchli baar armaan shilpa ke sath gaya tha to zakhmi hokar aaya tha ........
aur is bar..........is baar pata nahi kyas haal hoga uska...........
hey bhagwan plz armaan ko sahi salamat rakna..........
ye ye kya ho gaya hai mujhe main ithi selfish kaise ho sakti hun........
sid ne sahi kaha main kuchh jyada hi soch rahi hun armaan ke baare medin sid aur uski feelings ko pata nahi kaise avoid kar rahi hun main
mujhe ye samajh nahi aata ki armaan ka kyal aana riddhima ko selfish hona kyun lagta hai, armaan ke salaamti chanhna riddhima ko selfish hona kyun lagta hai.............
riddhima ke sirf is ek line ne sab saaf kar diya..............kaun apna hain aur aun paraya.
yesderday's epi proved dat riddhima is wid sid coz she don't want to be selfish.............she understands sid aur uski feelings