hamari armaan bhaiya brazil jaarahi hai
apni katron ka khiladi banne ke kwaiz mein
tho iska matlab hamesa shilpa ki tho scenes nahi hogi
jab armaan aur shilpa nahi rahengi
humne socha siddhima ko dhekna hoga
lekin ab ye bi nahi hone wali hai
kyunki abi abi kabar aaya hai
Dr.Sid bi nahi aayega
kyunki unka tho contract katam hogayi
tho phir sirf riddhima ji kya karegi ??? 😕
kya woh JP aur Jiggy ki saath masti karegi?? 😕
ya phir har ek episode mein
first 10 mins Armaan ki kayaalon mein rahengi
aur second 10 mins Sid ki kayaalon mein rahengi 😆 😆 😆
aapko kya lagta hai ?? 😛
NOTE: plz no bashing yaar
and sorry if any mistake in hindi
bcoz i dont know hindi properly
i am from south india
so plz dont care abt the mistakes in hindi