Well, since now geet is realizing her love for maan, then i guess there might be a confession scene between them , really hope so. So, i thought of a scene on my own, i didnt think of any place,when, where and how but juz thought of the scene and dialogues, here it goes:š
Geet's consversation with Maan:
Geet: maan sir, aaj mujhe pata chala ke meri zindagi mein kaisa jeevan saathi chaye, aisa jeevan saathi naye jo beech raaste mein mujhe chor ke chala jaye, jaise de..........(she was abt to say dev but she stops suddenly).
While maan looking at her confused.
Geet: mein tho guzre hui kal ke baat naye kari. mein tho aane wale kal ki baat kari hoon, jis mein mere saath ek aisa insan ho, jo hamesha mere saath hi rahe.
Maan: geet, yeh tum kya bolne jare ho, mujhe kuch samaj mein naye ara ke tum kis bare mein baat karne jare ho.
Geet: šsir, mein apni ane wale zindagi ki baat kare, jise mein mere saath ek aisa jeevan saathi ho jo mujhe hamesha har musibad, har problem se bachye aur mera saath de, aur jabhi mujhe kisi ke zaroorat ho, wo aa kar meri madat kare, apna haath aage bara ke, mera haath thamle...(then falshback showing all the scenes where maan saves geet)
aisa saathi, ke jabhi mein muskurao ya hasu, wo meri hasee, meri muskurahat dekhta re...(then falshback showing the scenes when geet laughs and maan staring at her)
aisa saathi, ke jabhi mein uske ankhon mein dekhu, wo bhi meri ankhon mein dekhe...(then falshback showing geet/maan eye-lock scenes)
aisa saathi ke jabbhi mein usda hoon, ya phir mein roun, tho wo aake meri udasi kam kare aur meri aansoon poche, phir jahe apne rumal se ya apne haatho se, ya phir mujhe apne baho mein leke...(then flashback showing maan consoling geet scene when she cries, and the dhabba hug scene)
aisa saathi ke jabhi mujhe chot aye, wo dor ke mere pass aake, meri chot ko teek kare (then flashback showing the scenes when geet gets hurt and maan runs to help her)
aisa saathi, ke jabhi mein nachu, wo kara ho ke mujhe dekhta re aur kahe ke "dekho, yeh nachte waqt kitni khubsoorat lagti hain"...(then falshback showing geet's dance in dhabba and doing bangra in maan's room and maan watching her while he smiles)
aisa saathi, ke jabhi mere baal mere chehre pe atak jaye, tho wo apni haatho se une mere chehre se hatai, taki mera khubsoorat chehra une dikh jaye...(then falshback showing the scenes when maan tries to remove geet's hair when she was sleeping in office, and maan removing geet's wet hair when they were in the bedroom)
bas aisa jeevan saathi rahe meri zindagi meinā¤ļø.
Maan: geet, yeh tum mujhe aisi baathe kyun paata re ho?
Geet: isliye kyunki mujhe mil gaya aisa jeevan saathi, jo meri zindagi ko roshni se bhar de ka.
Confused maanš looks at geet.
Geet (sad): wo jeevan saathi tho kab se meri ankhon ke saamne tha, par mujhe kabhi pata naye chala, aur nahi meine kabhi pata lagni ki koshish kiš
Maan (loosing his patience): bas karo geet, ban karo apni yeh behki behki baathein, mujhe kuch samaj naye ara ke tum......
Geet interupts: mujhe yaad hai sir, jis din mujhe us pandit ji ne wo taveez di, aur bola ke aaj mujhe apna jeevan saathi milega, aur usi din mein apse pehli baar mili thi, par tab mujhe samaj mein naye aya, aur aaj, aaj mujhe samaj mein aya.
Maan (angrily)š”: stop it geet, just stop it, kya samaj mein aya tumhe, haan... kya??
Geet: yahi, ki mere jeevan saathi aur koi nahi aap hain sir, aap.
Maan looking at geet shocked, and sudden silence.
Geet: sirf aap hi wo insan hai jo meri zindagi ko khushiyo se bhar de ka, sir. mein aap se bohut pyar karti hoon, sir, i love u, š³bohut chati mein aap ko, mujhe aap ke bohut zaroorat hai sir, mein aap ke bina kuch nahi hoon, agar aap nahi ho te, tho aaj mein yehi nahi hoti.
Maan confused looking at geet, dosent know wht to do or wht to say, thinking whether to aceept her or not.
End here, plzzz guys comment and tell me how is it, if it is good, should i continue?š or else u guyz continue from there, and let me see wht ideas u guys have, thxxxxx.
22