heres d msg.....
"
msg for all IFians - pyare doston. main aap sab ko tahe dil se sukriya karta hun. aap sab ne mere is charitar (charactr) itna pasand kiya.... maine aap sab k sandesh ( msgs) ko acchi tarah se padha or sach mainye ye sabhi sandesh (msgs) mujhe or accha kaam karne k liye uthsahit karte hain. ummid hai ki miley jab hum tum k dusre padav (season 2) ko aap dekhen or pasand kareee. mhjt ke saree paatr aap sab k liye kafi mehnnat kar rahe hain .... or haan kafi doston ko meri hindi samaj mai nahi aati ...aap mujhe jarur bataiye .jasise kuch doston do vaishaknadan nahi samaj mai aaya . vaisakhnadan ka matlab hota hai gadha (donkey). kher aap sab ko meri taraf se bahut sara pyar or danywaad.(thanks)
CHAMELI K TEL (OIL) KI KHUSBOO KI METHI MEHAK K SAATH. :-)
thanx n Regards
deepak pareek
"