"GEET" huya GURUMAY ,GURUMAY huya jiban.
aisa andaz sabse nyari,GURU ke abhinay chap chode bhari.
satya me dhanya ho bhaiya aap,RAM ya MAN bas aapka chap.
aj MAN dekh sabke kahe sreshta GURU ka abhinay
aise abhinay se GURU ne kiya sabka man jay
aaj mujhe khushi ati he bhari,mere bhaiya bane sabse nyari.
nehi khun ka nata par,he sneha ka bandhan
is bandhan ko na me tor payu sara jiban
jabtak jiyu me karu Gungan,bolu mere bhaiya sabse mahan.