Chapter-1
---Canada----
SHARMA MANSION---
Mayank: arre Samrat jaldi kar kitna waqt lagayega..
Prerna: Pata nahi itni der se kya kar raha hai upar. Hum late ho rahe hain..
Anurag: Kab sudherega yeh ladka..
Mayank: Papa aap yeh kya kehrahe hain??? Samrat sunega toh kitna bura lagega usse kabhi time pe aaya hai kya jo aaj aayega' Papa mere khayal se hume dusari flight pakad ni chahiye India jaane keliye ya phir usse yaheen chod kar hume chale jaana chahiye warnaaaj toh flight jaroor miss ho jayega.
Samrat enters from behind.
Samrat: Bhai aapko meri itni taarif karne ki jaroorat nahi hai lo mein aagaya.waise aap humesha mere peche kyun padte hai...
Mayank: Kyun ki woh ladka jo sabko pareshan karta hai usse chedne main mujhe bahut mazaa aata hai.
Mayank gives him a wild smile...
Anurag hits Samrat on his head saying
Anurag: Itni der kya kar raha tha tu??
Samrat: Papa packing kar raha hoon aur kya???Aapne ek hafte pehle bataya ki hum India jaa rahe hai hamesha keliye..aur ek hafta mein sari packing kaise karlete...matlab kar sakta hoon lekin meri kitni appointments fix hogaye the.. aur mein unhe cancel kaise kar sakta hoon...isliye aapko mujhe ek mahine pehle bata dena chahiye tha..agli baar kahi jaane ki program banana ho tho ek mahine pehle mujhe batayiye ga warna mein nahi aapaonga..
Anurag: Haan tu toh bohut bada bureaucrat haina appointments toh honge hi...........
Mayank: Samrat shayad mein ne tumhe kal raat pub ke bahar dekha tha.. tum kisi ladki ke saath..woh teri secretary hai kya????
Mayank is all smiling as he knows what his Papa will do now. Samrat gives an annoying look to Mayank.
Anurag: Toh yeh hai tumhara jaroori kaam. Anurag hits Samrat continuously on his head... Samrat stops him
Mayank: Papa hum late ho rahe hain flight miss ho jaayega..
Anurag: haa haa...is nalayak ke chakar mein padkar mein flight ke bare mein bhool hi gaya..chalo sab...
Samrat grabs Mayank's arm and says.
Samrat: Bhai aap humesha dad ke samne mere raaz kyun kolte hai...app ki waje se dad humesha mujhe dante hai..
Mayank(smiling): Samrat mein ne kaha na tujhe chedne mein mujhe bahut mazaa aata hai..
Samrat: Itna hassiye mat mujhe bhi ek na ek din chance zaroor milega aapko chedne keliye uss din main bhi aapko bataonga Samrat Sharma kya hai...
Mayank: Sapne dekhana achi baat nahin hota Samrat
Mayank leaves from there and sits in the car.
Anurag: Ooyeee....aakar gadi mein baitega yaa nahi. Pehle se hi itna der kar diya ab din mein hi sapne dekh raha hai wahaan kada rehkar nalayak...
Samrat:aa raha hoon Papa...
Even though Mayank teases Samrat, he loves him a lot. He is the younger one in the family Mayank's 'pyaraa bhai'. Same with Samrat he loves his Bhai so much. They share a great bonding though Anurag scolds Samrat all the time he too loves him a lot. For Anurag and Prerna their two sons are like their two eyes. The flight landed on time....
Anurag searches for his childhood friend Ajay Bhushan. Anurag can do anything for his friend's sake and same is the case with Ajay. Ajay is a successful business man in India. He has two daughters Nupur and Gunjan. Nupur is the elder one. Both of them also share a good bonding as Mayank and Samrat and they also tease each other. Anurag finally sees Ajay and started shouting..
Anurag: Ajay..Ajay..
Samrat whispering to Mayank...
Samrat:yeh Papa achanak mere jaise kyun behave kar rahe hai???
Mayank is smiling at Samrat's comparision for Papa to himself. Anurag goes to Ajay shouting his name. Both of them hug each other.
Anurag: Kaisa hai tu??
Ajay: Mein teek hoon.,,tu kaisa hai??aur bhabhi ji kahaan hai..
Prerna: Mein yaheen hoon bhai saab
Samrat goes to Anurag and asks him
Samrat: Papa aaj aap achanak mere jaisa kaise ban gaye..
Anurag: kyaaa???
Samrat: Woh aaj aapne poore airport mein shor machadiya na "ajay ajay" chillake..usually shor machana toh mera kaam hai..
Anurag understood that his son is teasing him.
Anurag:chupkar..Ajay yeh hai mera nalayak beta Samrat..
Samrat says hello to his dad's friend.
Ajay: aur Mayank kaha hai???
Prerna: Pata nahi abhi tak toh yaheen tha...
Samrat: Lo Bhai aagayein
Anurag: Mayank kahaan tha tu??
Mayank: Papa mein luggage check karne gaya tha..aap busy the na apne purane dost se milkar..
Anurag: Haan mein Ajay ko itne salon baad mil raha hoon toh sab kuch bhool gaya..
yeh hai mera bada beta Mayank. Mayank touches Ajay's feet and takes his blessings...
Anurag turns to Samrat
Anurag: Seek apne bhai se kuch.
Samrat: Papa agar mein bhi Mayank bhai ke tarah ban gaya toh aapko tang kaun karega...
Everyone laughs and Anurag starts hitting Samrat.
Ajay: Arre Anurag ab bas bhi kar. Kyun bachare ko bevajah maar rahe ho.
Samrat: Samjaiye na uncle..
Anurag: Samrat tu...
Ajay cuts Anurag saying..
Ajay: Arree Anurag yeh meri beti Gunjan..
They see a girl standing there with a wide smile on her face dressed in a simple manner but yet elegantly.
Gunjan: Namaste uncle...
Ajay: Gunjan yeh....
Gunjan: Papa mujhe pata hai yeh Prerna aunty hai haina...namaste aunty...kaisi hai aap??
Prerna: Mein teek hoon beta...
Samrat slowly says to Mayank...
Samrat: Bhai shayad yeh bhi mere type ki hai...uske dad ki poori baat nahi sunti..
Samrat and Mayank share a laugh. Samrat is happy as finally he found someone who is just like him. Meanwhile Ajay introduces Gunjan to Mayank. They both say 'hello' to each other. Ajay turns to Samrat to introduce Gunjan to him...
Ajay: Gunjan yeh...
Samrat: Uncle agar aap boora na mane toh mein apna introduction khud dena chahta hoon...
Ajay says yes..
Samrat: Hello Gunjan i'm Samrat aur...
Anurag: Aur yeh duniya ka number one nalayak hai...
Gunjan: Haan uncle aapne bataya tha na mujhe yaad hai...
Samrat gives a shocking look to Gunjan as he didn't get such a response till now whenever he introduces himself to a girl. Meanwhile everyone is laughing at Samrat while he gives an angry look to everyone.
Ajay: Gunjan Samrat se maafi maango tumhe aise nahi kehna chahiye tha..
Samrat gives a victorious smile as if he has won an Olympic medal...
Anurag: Gunjan kyun maafi maangegi usne aise kya kehdiya??? aur tu yeh sab chod aur yeh bata ki Nupur kahaan hai??
Ajay: woh uski dost ki shaadi ke liye gaayi hai ek haphte mein aa jayegi...
Anurag: Tumne usse bataya tha na hum aane wale hai..
Ajay: Anurag who mujhe batane ka mauka hi nahi mila...wahaan woh itni busy hai phone par bhi teek se baat nahi ho pa rahi hai...
Anurag: Acha...koi baat nahi..
Meanwhile Mayank and Samrat are talking about Gunjan.
Mayank: Tujhe ek baat bataon Samrat....yeh jo Gunjan haina woh teri type ki nahin balki meri type ki hai...usse bhi meri tarah tujhe tang karna pasand hai...
Samrat frowns at Mayank and Mayank starts laughing looking at Samrat.
Samrat: Yaheen sari baatein karenge ya ghar jaane ka bhi koi iraada bhi hai??? Mujhe bohut bhook lag rahi hai...
Ajay: Haan chalo sabh..
While going out Gunjan says sorry to Samrat and both of them become friends...Mayank helps the driver to put luggage in the car while Samrat and Gunjan are busy chatting...Mayank, Samrat and Gunjan are coming in one car while Ajay, Anurag and Prerna in another.
Mayank is sitting in the front seat while Samrat and Gunjan occupied the back seats. They are busy chatting with each other all along the way. Both of them were happy to find the other. All of them finally reach home.
So how's it???
Fingers crossed!!
This FF is also in an other forum but still i started it here as i felt the story would suit mayur n sajan..
Waiting for your comments..plz let me know if you want me to continue..