GURU DEBI dono hain sneha ras ka bhandar
aisa dibya hain,aisa sudarshan
lagte ho sammukh lakshmi narayan
manas ko bas ek abhilash
manmandir me ho dono ka bas.....
GURMEET ka byabahar aisa sundar manohari hain
sundar tan man bachan se jo uhi GURU nam dhari hain
lage manuj rup me satya uo RAM ke abatari hain
unsa na sreshtha koi,na koi gunme unse bhari hain
me to bas ek ihe geet gayu,GURMEET charit ka katha sunayu
kaunsa shabda ka karu chayan,kaise karu GURU charit ka barnan
sang he DEBI di ati sukhdayi,ram sang jaise janaki mayi
prem ka murat sneha apar,ati manoram unka byabahar.
ek prem ka sindhu jinka bishalta bhari hain
uo atal sindhu ka jal GURU DEBINA nam dhari hain
jinke na koi sima hain ,uo ananta aur bishal hain
lage bhagbati sang narayan dindayal hain
jaise bhi rup ho ,ho apnapan,premmay ho bas unka jiban
sade rahe sneha nata aise,tole koi bhi ise kaise