why not dedicate song to our armaan
lets see which song does justify our armaan feeling so well
different time different feeling so different song...........just u have to put perfect lyricist for that situation
eg:- chose a situation and plot a song with that situation
this is inro to armaan character
i feel this song justify armaan character as well as nature
kisi ki muskuraato par ho nissar
kisi ka dard mil sake toh le udhaar
kisi ke waaste ho tere dil me pyaar
jina isi ka naam hai
maana apni jeb se fakir hai(well not true....just this line)đ
phir bhi yaaro dil ke hum aamir hai
jiye pyaar ke liye woh zindagi
jale bahaar ke liye woh zindagi
kisi ko ho na ho hame toh hai aaitbaar
jina isi ka naam hai
rishta dil se dil ke aitbaar ka
jinda hai humi se naam pyaar ka
ki mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
kisi ke aasyon mai musukuraayenge
kahe ga phul har kali se baar baar
jina isi ka naam hai
kisi ki muskuraato par ho nissar
kisi ka dard mil sake toh le udhaar
kisi ke waaste ho tere dil me pyaar
jina isi ka naam hai---------3
i think this song is just perfect for armaan i am dedicating this song to himđ
write a song with perfect situation to remember our armaanđ