Well friends, I know we all miss the love moment of SUNRAJ.
So I have created a small VT on them.
I hope u all wills like. It's in Hindi.
One day DM searches his kurta in cabbert. At a time he sees his white kurta with red mark and he remembers that day'''
DM: SUNTUDI''Ae SUNTUDI''kya che? jaldi aao?
Ae SUNTUDI''
SANTU: aai malik'
DM: kya hati tu? tujhe khaber hai ne ki, mujhe karkhana jane me deri ho rahi hai?
SANTU: wo malik main suraj ko nasta kara rahi thi isiliye deri ho gayi.
DM: thikh hai.
SANTU: kuch kam tha malik?
DM: haan! Woh aa jo kurte ka baten tut gaya hai.
SANTU: mein abhi tak deti hu malik.
(aur wo ja per cabbert se sui daga leker aati hai.)
SANTU: laiye malik.
(aur wo baten tak ne main lag jati hai. DM use pyar bhari nazron se dekte
hue muskurata hai. acanak SANTU DM ko dekhati hai aur uski ungli main sui chubhti hai aur khoon nikalta hai.)
SANTU: aah'''
DM: are su thiun?
(DM SANTU ki ungli ko honthon se chus kar khoon rokta hai aur SANTU DM ko dekhti rehti hai.)
DM: Ae DAFFORD shu kare che? Jara Sambhal ke kar ne. (actually DM can't See SANTU in pain.)
SANTU: ji malik.
(batan tak ke Santu dahge ko daanto se katee hai.)
SANTU: ho gaya malik.
(DM batan lagane jata hai aur dekhta hai)
DM: aa shu thiun?
(DM kurta ki taraf ishara karta hai aur SANTU us taraf dekhte hue.)
SANTU: (darte hue) maaf kar dijiye malik, lagta hai mere sindur ka rang lag gaya!
(aur use pochte hue sindur spared ho jata hai SANTU se.)
SANTU: malik sindur toh phele gaya aap mujhe de dijiye main abhi dho deti hu varna rang nahi jayega.
DM: nahi rehva de.
SANTU: malik ye apka sabse priye kurta hai na, agar rang nahi jayega toh accaha nahi lagega.
DM: lekin hun icchu chu ke rang na jaye!
SANTU: kya?
DM: nahi samjhi?
SANTU: nahi.
DM: jo hu samjaon, Tane khaber che maine aa kurto atlo priye kem che?
SANTU: kuyki ye malkin ki di hue bhet hai.
DM: barobar ye shubhdra ki di hui antim bhet hai. aur iska rang kya hai?
SANTU: safeed.
DM: haan! mane berang barobar?
SANTU: ji.
DM: jo jayre shubhdra mera jivan thi gayi ne toh mera jivan bhi ye kurta jaisa berang ho gaya. Par jayre tu mare jivan me me aavi ne toh mereberang jivan me phir se rang bhar gaya is kurta ki tahra. Is liye ye rang na jaye aevu hun icchu chu.
(beg ground music san sananan''' san sananan''' san sananan''' san sananan''' ni' sa' re' ga' sa' sa' re' ga' ni' sa')
SANTU: malik aap jaisa cahate hai veisa hi hoga! Ye rang apke jivan se kabhi nahi jayega.
DM: sachee? (muskurate hue)
(SANTU ka sar muskurate hue haan mein hilta hua.)
DM: AE SANT'UDI, jane che ye kurta mere liye aur bhi priye ho gaya hai.
SANTU: woh kyun malik?
DM: kyunki have is kurta se mere jivan ke un dono vaykti ki smriti judi hue
hai jo mere maan ke bahut priye hai.
(SANTU muskurate hue sharma jati hai.)
DM: have ubhi ubhi hase che shu ja jayne dusra kurta leke aa ja.
SANTU: par dusra kurta kyun malik?
DM: DAFFORD abhi ye kurta pahenke karkhane nahi ja sakta ne haan loko
Shu kaise haan?
SANTU: (muskurate hue) ji abhi layi.
DM: ane sambad ye kurta sambal ke cabat me rakh dena ho?
SANTU: ji malik.
DM apni yaad se bahar aata hai aur kurta ko phir se cabbart me rakh deta hai.
Gays I hope u all will like it.
If u want to add or cut something u can do it.
plz post ur views hear.
I love riding ur views on this.