Teri baaton mein meri baat ho
hum yunhi chalte chalte kho jaayein
Meri saanson mein teri saans ho
Aur tanhaayi apane paas ho
Sar rakh ke tere kaadhe pe so jaayein
Tum na toh yeh adhuri
Tumhi toh mera pyaar ho
Tumse fiza bahaar ho
Ho toh chain aaye
Naa ho toh gum hai chaaye
betaabiyon Ke Sharaare Beetche Hain
yeh Saawan Ki Rimjhim Jhadi Hain
kadam Bekhudi Mein Behakne Lage Hain
yeh Madhoshiyon Ki Ghadi Hain
barsaat Ke Din Aaye. Mulaqat Ke Din Aaye
hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
behak Jaaye Na Tum Sambhalo Hamein
gujarish Yahi Hain Tamannao Ki
sanam Baajuo Mein Tha Lo Humein
jasbaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
Dedicated To All