hai guys aaj aap New Year celebrate akelay karengay ya phir apnay partners kay saath😛
dekha partner ka naam sunatay hi aap sab ka chehra kaisay khus ho gaya naa. chalo ab jaldi say apnay apnay partners ka naam leekho jinkay saath aap jaa rahy hai aur saath main ye bhi ki aapkay partner ka nature es India Forum kay kis buddy say meelna chahiyay... chliyay ab dare kis baat ki..... main start karta hoon
Partner Name- sonali 😊
Her Nature should be- aries_sakshi😛
Edited by cute avtaar on 31 December 2005 at 6:21am
__________________
Jindagi Main Haarna Sekhho Nahin, Share Dil Hai Hum, Kaayar Nahin.......