Well lets continue the story .....
Scene 1
K House. Dining Table. Everyone coming for food. Milind comes and sits on Samar's place.
Shiv : Milind Bhaiya yahan se uteye, yeh jagah Samar bhaiya ki hain.
Mahen : Esse kya farak padta hain Shiv, Samar wahan bait jaaega.
Diya : Lekin es ghar main humseha hum apne jagah par hi baite hain,
Shreya :kissi ke liyee apne jagah nahi chodte hain.
Riya : yes humare Samar bhaiya hee yahan baitenge.
Sumit : bilkul theek , Milind Bhaiya aap zaara waha bait jaae. If u don't mind.
Milind ( smiles ) Not at all. Aao Samar , tum yahah bait jaao.
( Sabhi Samar bhaiya , Samar bhaiya . Ek din enhi loongon ne use paraya nahi kar diya to mera naam bhi Milind nahi )
He sees Nikhila seeing him so changes from his GRIN ... to a feeling BAD expression.
Nikhila : Kya hua beta.
Milind: Kuch nahi maa.
Nikhila: BEta woh Samar bachpan se en sab ke saath tha esliyee.
Milind : Main Samajta hoon ma, kuch waqt lagega.
Milind thinks ( abh mujhe en bhai, behno se es Samar ko alag karna hoga )
Next Day in K Office. Mahen ,Milind, Samar and Shiv are there.
Mahen: Lagta hain Milind humare liyee bahut lucky hain. Humey ek aur project mila hain.
Samar: thats Gr8 dad.
Mahen : Samar tum esey dekh lena, waise bhi Milind woh project dekh raha hain.
Milind : lekin papa, Shiv ko bhi chance milna chaheyee. Warna
Samar : Haan papa mujhe bhi aisa lagta hain ki Shiv ko hi essey karna chaheyee.
Mahen : Well agar aap dono yehi chahte hain to yehi sahi. Shiv theek se karna, bahut important project hain.
Shiv : Well main poori mehnant karoonga papa lekin mujhe aap sab ki madat chaheyee.
Milind: Well i am all urs. Main tumhare maddat karoonga.
Samar ; Main to humesha se hee tumhare saath tha.
Milind thinks ( es baar tum Shiv ke maddat nahi kar paaoge Samar, sorry Shiv lekin abh tumhey mere taraf karne ka ek raasta mil gaya hain mujhe )
Next Scene
Ronit-Ria's office.
Ria : Ronit , mujhe tumse yeh umeed nahi thee.
Ronit : Kyun kya kiya hain maine.
Ria : Us Music piece ko maine raat raat bhar jagkar taiyaar kiya tha aur tumne saara credit lee liya.
Ronit: Woh mera hi tha, kuch client ne taaref kyaa kar de tum to bas.
Ria : Shut Up ronit.
Ronit : U shut up. Abh yeh jo naye client aayee hain, dekhte hain enhi kiska presentation pasand aata hain.
Ria : Ur challenging me.
Ronit: Yessshhh. Agar unhe tumhara presentation pasand aaya to woh tumhare carrer ki liyee bahut achaa hoga.
Ria : I accept ur challenge Ronit Malhotra. Lets see who wins the game.
Ronit : All the Best.
Next Scene.
Ria is working very hard at night. Trisha enters her room.
Trisha: Ria , ab tak soi nahi.
Ria : bhabhi mujhe yeh kaam jaldi karna hain.
Trisha: Yeh kyaa hain, mere aur us Ronit le beech main yeh competiton hain.
Suddenly she realises that Trisha is Ronit's sister.
Ria: Bhabhi , agar mere aur Ronit ke beech agar competition ho to aap kiske jeetey hue dekhna chahte hain.
Trisha : Jo kabil ho wohi jeetega. Mere liye to tum dono hi ek jaise ho.
Milind is standing out listening everything.
Next Scene.
Milind meets Ronit in some Resturant.
Milind: Hi ronit , Main.
Ronit : Jaanta hoon , aap Milind hai na.
Milind: Haan, kya main yahan bait sakta hoon.
Ronit : Plzzz.
Milind and Ronit start drinking.
Milind: Main samajh sakta hoon tumhay kaise lag raha hain, woh company tumsne start kiyaa, etna mehnat kiyaa aur Ria nee...
Ronit looks at Milind with a confused look.
Milind : Haan woh mere behen hain, lekin main yeh samkhta hoon ki tumhey hi jeetna chaheyee. Tumhara haqq hain.
Ronit : Tum sach keh rahe ho, lekin kaise.
Milind : Woh tum mujhe par chod do.
Next Scene. Next morning.
Milind comes to Samar's room.
Milind: Samar.
Trisha: Milind, Samar to office ki liyee nikal gayee.
Milind : acha
Trisha : Kuch kaam thaa,
Milind : Nahi nahi woh main Ronit ke help kar raha tha. To es file main maine Ronit ke liye us project ki bare main kuch research karke .... Main chahta tha ki Samar use de de, pata nahi woh mujh se help lega yaa nahi.
Trisha : Aapne yeh bahut achaa kiya.
Milind : Kyun , woh paivaar bhi mera apna hain. Aap yeh file use de dena Trisha.
Trisha : Theek hain main de doonge.
Next Scene:
Ria is starting for office. Milind comes.
Milind : Aao Ria, Main tumhey chod deta hoon.
Ria : Nahi bhaiya main chalee jaogi. Aap busy hongee.
Milind : Apne behen ki liyee main humeshaa free hu.
Ria and Milind go togethere. Suddenly the car stops. And doesn't start.
Ria : Kyaa hua bhaiya ?
Milind : Pata nahi, lagta hain car kharab ho gayee.
Ria : Oh no.
Milind : Fikar mat karo. Yehi par garage hain. Theek kara denge. hum wahan Resturant main coffee pe lete hain.
He takes her to the Resturant. Same place Trisha meets Ronit and gives the file to him. Ria sees.
Ria : Arey Trisha bhabhi, yaha
Milind ( acts surprised ) Trisha yahan kyaa kar rahe hain.
Ria : Bhabhi Ronit ko kyaa de rahe hain.
Milind : De rahe hogi kuch acha chalo gadi theek ho gayee, Ab humey chalna chaheeyee.
Next Scene.
K Office. Samar's cabin. Milind comes.
Milind : May I come in
Samar : Milind plzz aap ijzzat kyun le rahey ho aaeye na.
Milind : Woh main kuch kehna chahta tha.
Samar : Bolo.
Milind : Dekho hume es project main Shiv ki bahut madaat nahi karna chaheyee. Warna woh humpar depend karta rahega. To khud zindagi main aage kaise badega.
Samar : Shayad aap theek keh rahe hain.
Milind leaves , Shiv enters the cabin.
Shiv : Bhaiya, mere liyee presentation taiyaar kar deejeeye.
Samar : Nahi Shiv , khud kar lo, Main kabh tak tumhare maddat karoonga.
Shiv is surprised. Goes out dissappointed. Milind meets him.
Milind : Kya hua Shiv.
Samar : Kuch nahi Milind Bhaiya , woh Samar bhaiya ne.
Milind : Maddat nahi ke , koi baat nahi tumhara ek aur bhai hain jo tumhare maddat karega. tum bilkul fikar mat karo.
Shiv smiles and hugs Milind. Milind gives a DEVILISH smile.