episode starts
laibaa goes to her room n was crying n crying n thinking about the words that sarosh saidto her
the words were;khushian jis ghar mein gunnah pal rahay hon wahan se khushian aur barkatain khud hee moon mod laiti hain
then laibaa called on faraaz 's mobile nadia ws cutting the phone again n again after that nadia poweroff the mobile
laibaa ws going on the way daadi see her
daadi asked;kahan jaarahi ho
laibaa said;akhri baar baba kay ghar se rukhsat ho kar jaarahi hoon,sahi kehtay hain ke larki ka asli ghar us kay shohar ka ghar hota hai,mein apnay shohar kay ghar jaarahi hoon
daadi said;magar is waqt subah ka intizaar kar laiti
laibaa;nahin daadi faisla ho chuka hai aur mujhe abhi jaana hai
daadi said;theek hai chalo mein tumhein chod kar aati hoon
daadi n laibaa goes frm there
over there nadya said to them ;yeh kya waqt hai kisi kay ghar aanay ka
laibaa said;kyun yeh mera ghar hai,meri marzi mein jab chahay aaon
nadya said;tumhaara ghar,agar tu7m yeh baat aashir ko lay kar keh rahee ho to ,aashir mar chuka hai ,aur ab yeh ghar faraaz ka hai
laibaa shouted n ws going to slap nadya daadi stopped her
laibaa shouted;aashir zinda hai aur us ka bacha usi kay ghar mein aankh kholay gaa
laibaa said;mujhay faraaz say baat karni hai
nadyaa said;weoh so raha hai agar tumhein baat karni hai to subah ko aana
laibaa said ;bakwaas band karo apni n she ws going towards nadya stopped her
nadyaa said;naa tou yeh ghar tumhaara hai,aur waisay bhi aashir mar chuka hai
laibaa said;woh zindaa hai
nadyaa said;aur rahi baat bachay ki woh to pata nahin kis ka hai
daadi said to laibaa;laibaa chalo yahan se
laibaa;kahan
daadi take her frm there
on outside of home
laibaa said;daadi ab mein samajh gayee hoon ke mera koi thikaana nahin hai mein be ghar ho chuki hoon
daadi said;chalo ghar chalain
laibaa said;kis kay ghar daadi,us ghar mein jahan meray bbaba kay rukhasat hotay hi mujhay apnay bhai ne paraya kar diya,woh bhalay mera saath kaisa hi salook karay lakin mein anay aashir ki nishaani kay baaray mein koi ghalat baat bardasht nahin karoon gi
aap jaayen daadi
daadi;nahin mjein tumhein akela nahin choroon gi
on the way sum polioce officer met tehm n take them to sum hotel
when saleen awakes up,she saw laibaa n daadi r not there