😆bcoz pehle mujhe bhi aysa hi laga tha😆😆 ki sagars dv ko kyun alag karna chate hain😡
mujhe to sonch kar hi rona aagaya tha😭😭
lekin maine is baare main bohot soncha to mujhe khayal aaya ke main to sirf apna waqt barbaad karrahi hoon😆 kyun ki jo hona hoota hai wahi hoota hai aur jo sagars chahte hain😆
isileye main ab sirf +ve side hi sonch rahi hoon😳
dont worry dear tum bhi ye baath jaldhi samaj jaoogi.....😉
rahi baat dharam-veer ke chem ki ,to agar wo dono alag bhi hojaye to bhi un dono ki frndship ki chem hamesha rahegi😃....kam se kam unke dil main to hamesha rahegi😳
aur shera veer ke saat apna patch up jaldi karlegi..😉😆