iska matlab ye nahi ki hum pyar nahi karte.!!
chahte hain hum unhe aaj bhi magar !
unki soch mein apna waqt bekaar nahi karte.!!
Tamasha na ban jaye kahin mohabbat hamari !
isiliye apna dard ka izhaar nahi karte.!!
Unke liye khuda se taqraar nahi karte.!!
Par kuch to baat hai unki fitrat mein zaalim !
Warna unhe chahne ki khata baar-baar nahi karte ! đ !!