Originally posted by: TrickyMind
GK ne Tanya, Malti aur Neelam ko paani puri khilayi .. Neelam k liye toh achha bola- aaj jaise andar kiya kafi achi dikh rahi ho ab
Neelam ne toh GK ko wapas panipuri khila k bola- Aap ne muje nominate kiya isliye.. Mai toh dikh rahi hu aap toh dikh bhi nahi rahe..
GK ko nominate toh Neelam ko karna hai par baad ke kalesh se bachne ke liye idea socha - par idea kaam nahi aaya.😂
1.2k