IMMORAL CRINGE 20.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 21 Aug 2025 EDT
DASHI FUTTT 21.8
Out Now - Official Preview - The Ba***ds Of Bollywood
So the roles are officially switched…
Chal jhooti; Shaadi ka Har nhi Fansi ka zehrila Fanda (pics only)
Book talk reading challenge September 2025 ~ Sign up open!
Mann main koi aur, shaadi se kisi aur
Media in India: Democracy’s Watchdog or Power’s Megaphone?
Anupamaa 21 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
August disaster. Will Param Sundari save BW this month?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Aug 2025 EDT
Proud Parents SRK-Gauri Watch Aryan 🥰
Vivek Agnihotri Calls Maharashtrian food 'gareebon ka khana'
27 years of Dil Se
Danger - Param Sundari | Sidharth M, Janhvi K | SONG OUT
Vivek Agnihotri - Nobody Should Name Their Child Taimur
Veer Hanuman Banner Contest Results
https://music.youtube.com/watch?v=CAHN1yO196M
Song: Kahani Meri
Lyrics: Anmol Daniel
Singer: Kaifi Khalil
Listening lofi version of the song:
https://music.youtube.com/watch?v=hmsebjbRb1k
Always in loop!
Song: Uska Hi Banana
Singer: Arijit Singh
The music is composed by Chirantan Bhatt, and the lyrics are penned by Junaid Wasi.
I listen this song today
Film : jurm
Jab koi baat bigad jaye, iab koi mushkil..
Singer : Kumar Sanu & sadhna sargam
Lyrics: Indeever
Music: Rajes Roshan
Credit to youtube
https://youtu.be/ln3meCI0LFM?si=oAnk-kYqaCOU133W
jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva
tum dena saath mera, o, hamnava
tum dena saath mera, o, hamnava
ho chandni jab tak raat, deta hai har koi sath
tum magar andhero me, na chhod na mera haath

vafadari ki vo rasme, nibhaenge ham to kasme
ke ek bhi sans zindagi ki, jab tak ho apne basme

dil ko mere hua yaki, ham pahle bhi mile kahi
silsila ye sadiyo ka, koi aaj ki baat nahi

I listen this song first time today , love this
Tera mera saath rahen
Hathon ki lakeron mein likha hai
Singer : Udit Narayan
Lyrics: Sameer
Music: Anand Raj Anand
Credit to youtube
https://youtu.be/o_w-gxeCp3o?si=iNiJab2AWRfj7Drp
haatho ki lakiro me likha hai
tera mera dil ka rishta hai
haatho ki lakiro me likha hai
tera mera dil ka rishta hai
har dhadkan yahi baat kahe
tera mera saath rahe,tera mera saath rahe
haatho ki lakiro me likha hai, tera mera dil ka rishta hai
tune jo dekha palke jhukaake, hone laga mai bekaraar
tune jo dekha palke jhukaake, hone laga mai bekaraar
divaane dil ko ab to hamesha, rehta hai tera intejaar
chaahe din ho chaahe raat rahe, har dhadkan yahi baat kahe
tera mera saath rahe, tera mera saath rahe
haatho ki lakiro me likha hai, tera mera dil ka rishta hai
meri nazar me chehara hai tera, saanso me teri mai basi
saare jaha se mai bekhabar hu, aisi hai teri aashiki
inn haatho me tera haath rahe, har dhadkan yahi baat kahe
tera mera saath rahe,tera mera saath rahe
haatho ki lakiro me likha hai, tera mera dil kaa rishta hai
tumse mila toh maine yeh jaana, kitna hasin yeh pyaar hai
oh baaho me aake maine bhi samjha, kitna diwaana yaar hai
yu hi apani mulakat rahe, har dhadkan yahi baat kahe
tera mera saath rahe
tera mera saath rahe
tera mera saath rahe
tera mera saath rahe
Gun guna kerta hu, mein ye do Gane,
Film Rangila Ratan
Tumhi ho tumhi ho jane ja
Kishore-lata
Lyrics: Gulshan Bawra
Music : Kalyanji Anand ji
Credit to youtube
https://youtu.be/AkyXX32QnZ0?si=y6PbHnzzcdD0xzhH
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
sapne to apne hoke rahenge
mujhe tha yakin aap ek din kahenge
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
dilo ka basera basaye waha pe
koi pyar ka na ho dusnan jaha pe
phulo ka basera basaye waha pe
koi pyar ka na ho dusnan jaha pe
wahi pe milegi jindagi ki har khushi
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
mohabbat ke ye din kabhi na bhulaye
sada pyar ke hum madhur geet gaye
mohabbat ke ye din kabhi na bhulaye
sada pyar ke hum madhur geet gaye
jawa dhadkno ke dil ke hai dilkashi
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
sapne to apne hoke rahenge
mujhe tha yakin aa kisi din rahenge
tumhi ho tumhi ho jane ja ab meri jindagi
Film : Bade Dilwala
Kahi na ja, Aaj phir kahi na ja
Kishore - lata
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music : R. D. Burmen
Credit to youtube
https://youtu.be/-9bFm_ICK9M?si=pgvKf20k9hzlbfwd
kahi na jaa, aaj kahi mat jaa phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
kahi na jaa, aaj kahi mat jaa phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
ye jo bas me kadam nahi tere
mai sambhalungi tu aa sang mere
tere dil ki manjil hai yaha
ye jo bas me kadam nahi tere
mai sambhalungi tu aa sang mere
tere dil ki manjil hai yaha
jane wafa sach hai kisko pata phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
meri raho ka diya teri aankhe
mere gum ki dawa teri baate
to phir or jaana hai kaha
meri raho ka diya teri aankhe
mere gum ki dawa teri baate
to phir or jaana hai kaha
kahi na jaa, aaj kahi mat jaa phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
uljhan teri main sab janu
tujhe teri tarah pahchanu
jo mai hu to gum kya janejaa
jab dil hua tera diwana
thokar me hai sara jamana
mera kya karega ye jahan
jane wafa sach hai kisko pata phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
kahi na jaa, aaj kahi mat jaa phir mile na mile
ye pal ye sama, baho me aaja
baho me aaja, baho me aaja
Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...
202