Farah to Eisha- Aap Vivian- Avinash se obsessed hoti toh achha lagta.. par aap obsessed hai karan se
Karan khushi se - Tum bhi?
IRE vs IND 28th June at Belfast,2nd T20I,India tour of Ireland, 2026
Armaan sa ki maiyyat ki taiyaari
Is Cocktail 2 struggling at the BO? It went down after good start: BOI
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: India W vs Aus W🏏
The sanctity of love in Imtiaz Ali's films
How do you like Salman-Sushmita pairing?
Farah to Eisha- Aap Vivian- Avinash se obsessed hoti toh achha lagta.. par aap obsessed hai karan se
Karan khushi se - Tum bhi?
Edin ka time ho gaya, Farah to khud hi uksa rahi to nominate her.
Farah to Eisha - You are obsessed with Karan
KV - Tum bhi? 

Eisha to Farah- I swear on my mother mai kuchh zyada hi dyahn de rahi hu uss pe (Karan).. ab se nahi hoga
Stay strong my love Esha ...dhho daal iss biased aurat ko
eisha's turn in khatgara. eisha says evil to cute bhi ho sakta hai. kal se yeh acha evil cute evil hi laga k rakhi hai. pata nahi konsa acha evil hota hai duniya mein
farah to eisha - your obsession is not with avinash. strangely, ap obsessed hain karan se. sirf karan ki baatein, karan ki b*tching, karan yeh hai karan wo hai. wo workout bhi kar raha hota hai to ap keh rahi hoti hain yeh kaisa hai yeh leechad hai. 90% show mein apka topic karan hi hota hai.
Farah- Yeh season ho kya raha hai..Shilpa Karan ki dost hai aur uss ko avinash ko gym karte dekhna hai.. Eisha avinash ki dost hai par iss ko Karan ko hum karte dekhna hai.. Aaye Eiden ko sab ko hum karte hue dekhna hai 
farah - you don't like karan? eisha - yes. farah - to ap itni uski baat kyun karti hain?
eisha says karan k hone na hone se fark nahi parhe ga. phir kisko discuss karey gi behan? 
KV ko khana khila kar koi bhi apni side kar sakta hai

Farah - Shilpa karan ki dost , but usko Avinash ko gym karte dekhna hai
Eisha Avi ki dost , but usko karan ko gym karte dekhna hai
Aur Eden ko sabko gym karte dekhna hai