Originally posted by: NostalgiaLove
Muzhe abhi bhi samajh nahi aya ki devi ko Ghar me aag lagane ki kya zarurat thi 😂🤣
Kal justification bhi mila....galti hogayi Devi se raajmaataa ke batoon mein akar aapni Ghar mein lagadi aag
first usko aag lagana tha then sabko bachake hero banna tha
but Karu ne bazi maarli 
Now SM pe some fans hating Devi 
