In real life such agencies will definitely take an action against irresponsible parents to a fostered kid but since here we have sabki maa anupamaa their brains will be locked somewhere by dkp
Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 29, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Aug 2025 EDT
BHAROSA THODNA 28.8
MAIRAs SCHOOL 29.8
Param Sundari opens well
Abhira : The self-respect queen
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Geetanjali Saree look
Anupamaa 29 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Deepika Ranveer At Ambani Ganpati Festival
Bullying in the first week?
Ijja-jjat hai
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
Unseen bollywood pics
In real life such agencies will definitely take an action against irresponsible parents to a fostered kid but since here we have sabki maa anupamaa their brains will be locked somewhere by dkp
Haji kyuki didi ko sab sab sab chahiye
Anuj was better with CA earlier he atleast cared about her emotions but after maya ka mayajaal he became more useless simp to his snotty pallu so can't see anything beyond her suri and thenk you. Tabhi to asks her to take pause nap

Main keh rahi hn, inpar case karo aur bhejho therapy ke liye duniya ke kisi remote, no network jagah par.
bada strong antenna hai Kanupamaa ka Shahs ko koi bhi remote jagah se bhi soongti ajayegiOriginally posted by: Bodhianveshika
Main keh rahi hn, inpar case karo aur bhejho therapy ke liye duniya ke kisi remote, no network jagah par.
Originally posted by: Bodhianveshika
Main keh rahi hn, inpar case karo aur bhejho therapy ke liye duniya ke kisi remote, no network jagah par.
“me Maa hu ne.. Me sab sab sab ki thereppi kar sakti hu.. Kinjal ki delivery ke time par Maine hi to gynaecologist ko encourage kiya tha uska kaam theek se karne.. to ye thereppi kis khet ki mooli hai!
mai us khet ki mooli ke theple banake baa bapuji ko adrak wali chai ke sath khilaungi”😂
This was too good
Simple si baat hai ki jo aurat apna introspection nahi kar paayi wo dusre ka kya karegi.
DKP ke sare shows ka nonsense ek taraf.. lekin parenting ke mamle me Akshara aur Abhinav se achhe parents to StarPlus par dusre nahi the/hain.
Bachhe ko empathetic, caring banana ek baat hai lekin use neglect karna (jo basically child abuse hai) aur use self-sacrifice ke liye taiyar karna ekdam alag hai. Shukra hai ki CA is ill-treatment ko externalise kar rahi hai. Jo kids cheezo ko externalise karte hain, unki problems ko identify karna, aur us par kaam karna aasan ho jata hai. Lekin Kai bachhe to ise internalise kar lete hain. Parents ko khush karne ke chakker me kai bachhe (especially girl child ke case me) neglect ko hamesha ke liye accept kar lete hain aur bade hokar in yahi ladkiya domestic abuse se lekar rape wagairah sab ke prati bahut vulnerable ho jati hain because wo abuse aur love me differentiate nahi kar paati.
DKP hamesha boys/men ke context me mental health issues ko prioritise karta hai. Lekin girl child/women ki problems uske liye mental health ka mudda nahi balki Drama generate karna hathiyar hai. Kyonki world ki best counselor/therapist Upma Mata ji to kah hi chuki hain, "aurat to dard ko saheli banakar baith jati hai, rokar man halka kar leti hai."
Ek to Pakhi ko etna one-dimensional character Diya inhone. Ek teenager ko butcher kiya maa ko sahi thahrane me. Chalo uska samjh aata hai ki she is opportunist, selfish, greedy like Shahs but lekin lead characters ko glorify karne ke liye ek bachhe ke trauma ka majak banakar rakh Diya hai inhone!
Shameless hain ye log.