Originally posted by: dhun.laagi
I like it so much so far! You've given us quite the story!
Look forward to the update!
Thank you so much 🤗❤️
ONE CHANCE GIVEN 2.8
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #124
CID Episode 65 - 2 August
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 02 August 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 03 August 2025 EDT
A joke called National award
Makers mission to prove Navri incompetent in all aspects.
🎉 Book Talk Forum July 2025 Reading Challenge Winners👏
ONE MONTH TIME 3.8
Asli Gunehgar
Saiyaara Male lead is overrated!!!
Congratulations National Award Winning Actress Rani Mukerji
Anupamaa 02 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Maira’s classes
Anupamaa 03 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Theme for September
The mockery of National Awards
Who will win best new face female of 2025?
Member topic: What do you do on weekends?
Originally posted by: dhun.laagi
I like it so much so far! You've given us quite the story!
Look forward to the update!
Thank you so much 🤗❤️
After ages I am posting my FF. Kindly ignore grammatical mistakes 😉
PART- 7
Next day , Dhruv sitting in bus .
Dhruv (on call ) : Nahi maa! Main nahi aa sakta abhi vapas , main ab Sri Nagar jaa raha hu , waha mera conference hai. Aap log please samjho, main bhi aapko Miss kar raha hu . Par filhaal nahi aa sakta . Aap apna khyal rakhna, bye .
He cuts the call with a sigh 😔 .
On the other side ,Sushila : Phone kaat diya , hum se jhooth bolta h , kya hum nahi jaante ki , vo Tara ko ab bhi nahi bhula h , aur uski yaado se bachne ke liye Agra vapas nahi aana chahta .😢
Dhruv closes his eyes , when suddenly a drop of water fall on his face . He opens his and saw clouds hovering over the sky . And it starts raining . Few minutes later , the bus halted at a dhaba . Everyone got down to eat something. But Dhruv not feeling hungry was sitting in the bus alone, looking outside , when he saw a couple drenching in rain .
He felt amused at the scene and started imagining himself and Tara .
Tum se hi plays .
Their bodies swayed gently to the rhythm, and their feet moved in sync with each other. They held each other close, their arms wrapped around each other as they moved while dancing. .Their faces were close, and they looked into each other's eyes as they moved, lost in the moment.The surroundings around Dhruv faded away, leaving his Tara only , with her Dhruv . Then Dhruv lifted Tara up and she placed her palm on his cheeks .
Suddenly, a girl shook Dhruv , bringing back him into the reality.
Dhruv : Haa .
Girl: Bhaiya ! Main aapse kab se keh rahi hu ki , main aapke liye paranthe layi hu , aapne kuchh nahi khaya na . Lekin aap khidki ke bahar kise dekh kar kho gaye the ?
Dhruv : Vo kuchh nahi , aise hi . Tum mere liye paranthe layi ho , thank you .😇
The girl returned back to her seat . Dhruv hit his palm on his head. 🤦And gave a laugh .
Dhruv to himself : Chikitsak Dhruv, apne khyali pulao ka dhyan rakhiye , vrna kisi din apko bhi mansik Chikitsalaya ka darshan karna padega .
In 17th century,
Mahavir is seen talking to some of his loyal soldiers.
Humne Jin padosi rajao ko madad ke liye patra likha tha , unki taraf se sahayata ke liye sehmati patta aa gaya h. Hum aaj raat ko hi Raj mahal par chadhai karenge . Aur takhtapalat kar Samrat ko raj gaddi se chhinenge .
Mahaveer to himself : Hume aaj hi iss Karya ko sampann karna hoga pal bhar ki der , aur humari behen ke praan ..
But the plan was not successful , the neighbouring kings did not wanted to fight for Mahaveer . So they made a deal with Samrat , that in return of fake support letters , Samrat will give them a part of Vallabhgarh .
At night , when the planned invasion, was about to happen . Samrat captured all the soldiers and mahaveer , and gave them death penalty.
Samrat : Do din paschat jab aapko , Rajkumari kahe ki Rajkumari Tara ke baad mrityudand diya jaega , tab humare hriday ko vastavik sukh ka aabhas hoga . Tab humara badla Purna hoga .
He laughs evily looking towards his severed hand .
[ Flashback ]
After giving punishment to both of his children. Maharaj was sunked in sorrow and guilt . Senapati used the opportunity and started giving maharaj some medicines through his wine .[ Dumbraj madira premi jo h , ab madira unhe duboyegi🤣 ]
Maharaj's health started to deteriorate . Soon , Samrat's coronation was held and he became king of Vallabhgarh.
Majority of faithfuls of the royal family, was replaced by Samrat's companions . The effect of medicines had created a severe effect. His body was becoming lifeless .
After hearing about his father's condition. Tara decided to write a letter to Samrat requesting him to allow her to treat her father .
The next day Samrat came to meet her .
Tara did not expected sympathy or some sort of help from him . But what he did was disgraceful . How could somebody try to harass her in return of a permission, for treating her father ?
Her eyes were filled rage as she saw his hand coming towards her . She took her sword and in a split of second. Samrat's hand was chopped off .
Tara : Samrat Singh ! Kisi stree ki prasthiti ka laabh uthakar uske sammaan ka moul dene ki koshish kayar krte h . Aaj tumne jo kiya h , uske liye ye dand bhi kam h , parantu ye kata hua haath tumhe sadev yaad dilaega ki koi stree kamzor nahi hoti . Ab jao yaha se , aur yadi dobara humare saamne aane ka prayaas bhi kiya to , agli baar tumhare praan le lenge .
Samrat : Ye chot aapko bohot bhaari padegi . Hum aapko iska dand avashya denge.
Then again bhaisahab ne plan bana kar Tara par , jhoothe aarop laga kar , ki usne Samrat ko jaan se maarne ki koshish ki hai . Use mrityudand dilwa diya .
[ Flashback ends ]
Mahaveer was anguish due to the betrayal but he sent a letter to Sukanya through his loyal informer .
The letter :
Sukanya, hume aapse sahayeta chahiye, iss samay kuchh samjhane ki paristhiti mein nahi h hum , parantu aapko chikitsak Dhruv ko Vallabhgarh lana hoga . Ab Rajkumari Tarapriya ke praan keval wahi bacha sakte h . Kisi bhi prakaar aapko Navrangvan ke madhyam se Tara ke mrityudand ki suchna unhe pahuchani hogi .
Sukanya is shocked and thought how is Navrangvan is connected to Dhruv . Then she recalls , the letter she used to collect from Navrangvan . Hume Dhruv bhaiyya ko kisi bhi tarah bula kar rahenge , humne vachan diya tha unhe, Rajkumari ji ka khyal rakhne ka .
In Agra , Radhakrishna temple.
Lalita : Achcha hua hum yaha jaldi aa gaye vrna thodi der aur hoti to , pata nahi kitna samay lagta line mein.
Nani : Sahi ! Keh rahi ho Lalita , bohot bade pahuche hue baba h ye , maine suna h inki baate humesha sahi siddh hui h , aur to aur inka aashirwaad jise mil jaata h , unke jeevan ke saare kasht ka nivaran ho jata .
Sushila : Amma! Bus yahi sach hi , aur ye baba humare Dhruv ke jindagi mein bhi inke aashirwaad se khushiya bhar jaaye .
They meet the baba .
Sushila : Babaji ! Humne aapke baare mein bohot suna h , kripya apna aashirwaad Hamao lalla ko bhi de dijiye .
Baba : Aashirwaad use diya jaata h , jo maange , yadi aapke putra ko aashirwaad chahiye to use yaha hona chahiye tha , hum aise hi kisi ko aashirwaad nahi dete .
Sushila : Na babaji ! Humara Dhruv filhaal Agra mein hi nahi h , vrna hum use yaha le hi aate .Aapse vinti h ki aap naaraj mat hoiye , Vo apna prem khokar usme apna sukh- Shanti , apni khushiyaan sab kho chuka hai . Hum bus use pehle ki tarah hasta- khilkhilata dekhna chahte h.
Baba ji :Beta! Tum mein ek maa ki chinta saaf dikhai deti h , uski kundli h to do , hum uske kundli anusar uske liye kuch kar sakne ka prayaas karenge .
Sushila gives Dhruv's kundli to baba ji .Baba sees the kundali and does some calculations . Suddenly, his expressions change and he says : Aapke putra ka naam Dhruv h na ? .Sushila : Haa , Kya hua baba koi dikkat to nahi h na kundli mein.
Baba stood silent for few minutes, doing some calculations.
Baba : Beta ! Tumhare putra ki kundli mein kuchh bhi samanya nahi h . Satya kahu to kundali ke anusar tumhare putra ko abhi jeevit hi nahi rehna chahiye tha .
Sushi :( shocked ) Baba , je kya keh rahe ho aap , aap ko kundali nahi padni to mat padiye , lekin humare bachche ke baare mein ye sab nahi sunenge hum .
Baba : Beti ! Main tumhari chinta ko samajhta hu . Parantu satya keh raha hu ,Aisi asadharan kundali maine kabhi nahi dekhi . Tumhare bete ka jeevan kisi chamatkar se kam nahi h . Parantu uski jeevan Rekha kam h , uske bawjood vo ab bhi thik h , aisa lagta h , ki maano kisi ne uske praano ke liye koi bahot Puja, prathnaye ki ho .
Sushila : Baba ji ! Ye sab kya ho raha h , uske saath .hum to uske liye aashirwaad lene aaye the , ki usko uski khushiya mil jaaye , uska pyaar Tara kisi tarah mil jaaye . Par je sab ?
Baba ji : Uske jeevan mein sukh likha h ki nahi , ab ye niyati ke Vash mein nahi h . Dhruv ki niyati mein Tara h ki nahi ab , ye uske karm nischit karenge .
Jis prakaar uss Dhruv ne jeevan bhar kasht sahe , junglo mein akele raha aur aakhir mein apni bhakti ke bal se ishwar se DhruvTara banne ka vardaan paaya , usi prakaar se iss Dhruv ko bhi Tara ko paane ke liye kayi mushkilo ka saaamna karna padega , Kai badhaaye aaengi lekin use prem par vishwas kar unko paar karna padega. Ab uska bhagya , kundali aur niyati ke nirnay par nahi , parantu uske prem ki shakti aur Shri Krishna Tay karegi . Parantu ek baat main keh sakta hu ki vo samay ab nikat hi h , jab use ye avsar milne wala h , parantu usme , use aapki jaroorat hogi . Aapko use apne paas bulana hoga .
Baba's words rang in Sushila 's ears .
Saksena family now has developed to bring Dhruv back in Agra anyhow .
In 17th century:
Tara is praying in her room infront of Kanha ji .
Tara: Kanha ji ! Pichhle 5 varsho mein humne Puja , prarthna, vrat ,upwaas sab kare ,Dhruv ke liye . Parantu ab shayad ye sambhav nahi ho payega ,aapse bus itni vinti h ki Dhruv aur humare pariwaar ka khyal rakhiyega .
Then Tara sits beside the window and imagines Dhruv .
Tara : Tum aa gaye ,par itni der se kyu aaye , pata hai na aaj tumhe bohot jyada yaad kar rahe the hum.
Dhruv : Achcha ji ! Mujhe itna yaad kar rahi thi aap Rajkumari ji , aisa kyu?
Tara: Tumse kuchh kehna h .
Dhruv : To bolo , mujhse kuchh kehne se pehle tumhe kuchh sochna pade ye mujhe bilkul bhi achcha nahi lagta pata h na, to jo bhi bolna h bolo ?
Tara (smiles teary-eyed) ; Jab Tum Hamare jivan Mein aaye, tumhari achhai Hamare man Ko bha gai Ham Tumhare liye Ek Anjan the jiske naam se adhik shayad tum kuchh nahi jaante the , parantu tumhe hum se prem hua aur us prem ke liye Tum Samay Sadi paar kar yahan chale aaye . Hamare pariwaar , Hamare rajya ke liye tumne Kitna Kuchh Kiya , tumhare prem ko dekha tab hame Prem ke vastvik Swaroop ka gyan hua ,jiski hume kalpana bhi nahi thi .
Tumne humse utna prem Kiya iitna shayad hi koi kisi ko chah sakta h , aur hum satya kehte h ki hume nahi gyaat ki hume tumse kitna prem h , parantu tumhe dekhe bina swaash lena bhi kathin lagta h . Hum jaante h ki humme mein samay- Sadi ka antar h , parantu humara prem itna pakka h ki humara Milan avashya hoga . Kab Pata nahi , parantu DhruvTara ek jarur honge .
She looks Dhruv smiling and looking towards her .
Tara: Dhanyawaad! Humare jeevan mein aane ke liye , dhanyawaad hume prem sikhane ke liye , Dhanyawaad,humse Aseem prem karne ke liye . Dhanyawaad, Rajkumari Tarapriya ke chikitsak Dr. Dhruv banne ke liye 🙂
,
Dhruv chuckles a little .
Dhruv : Ye chikitsak to iss Rajkumari par dil haar chuka h , to unhe chhod kar kaise jaayega . Bus aap hi ne hume bhaga diya tha ..
Tara : Tumhare praan sankat mein na hote to kabhi nahi bhejte tumhe , tumhari bohot yaad aati h , ek baar bus ek baar tumhe shakushal dekhna chahte h , mrityu se pehle 🥲
On the other side , 21st century.
A sudden gust of wind of came through the window and broke up Dhruv's sleep .
Dhruv : Aisa kyu laga kuchh galat hone wala h . Tara tum thik to ho na ?
Suddenly his phone started ringing. He picked up the phone .
Dhruv (shocked ) : Kya ? Kab ? Kaise hua ye sab ?.. Main jald se jald pahuchne ki koshish krta hu ...Aap chinta mat kijiye main abhi Agra nikal raha hu ..Dhyan rakhiye .
P.S. Senapati ko kisi ko haato bhagwaan ko pyara karne ki meri badi ichcha thi , jo maine khud puri kar li .😁
Aur 2 saal Tara ko isliye lage kyunki, bhali VB 17th century ka ho , par writer 21st ki h , aur use yahi ke kayde kanoon pata h 😝
Ab suspense na create karte hue main hi bata du ki , Sushila ne Dhruv ko bulwaya h but ab guess Karo ki , Saxena's ne kya planning karke Dhruv ko bulwaya h 😆
Finally u updated I was waiting for your update for so long🙂Originally posted by: Tia-life

Coming to chapter it's beautifully u have written bechare dhruv aur tara ko kitna suffer karna padh raha ha ..... Machchhar ko to ma mortin sa marana chati hu😡 now again dhruv going to time travel to save tara...
Next part jaldi update please it's a sweet request to u🤗
😡 Senapati 😡 don't give him peaceful D**..
Make him suffer for every single things😡
plz writer ji 🤗😛
💔 DT😭
❤️tara in Ur story 👏
Actually both ❤️even Saxena aren't bad 👏
Happiness need to return in DT's life 🤗 plz Tia 🤗 sweetheart 🤗
Take Ur Time but u need to remember my Wishes 😛..
🤗waiting for next 👏
Chutkiiii jii sry first of all bht late ho jaane k lie , kl raat ko hi pdhli thi mene story aur comment kr hi rhi thi pr mobile sar pr girr jaane se mujhe lagaaa soo jaana is better option , Aur fir clg chali gyi , Isiliye Maaf krdena
Soo Writer jii, Amazing and fantastically Executed❤️
Senapati The cheap creepo, Tara ne haath hi kaat diya iska , waah mazaa aagyi
,
Isko sach me chodhna nhi , Iski sabse danger sazaa likhna
That baba in mandir , Kitne savage aur bhaav khaane waale baba hai ye
Aashirwaad use diya jaata h , jo maange , yadi aapke putra ko aashirwaad chahiye to use yaha hona chahiye tha , hum aise hi kisi ko aashirwaad nahi dete
Bechaari sushila aashirwaad maangne aayi thi , Jhatka dediya baba ne to ,😆
Pr koi nah positive side dekho , Dhruv agra aa rha hai aur sukku viiTT se( Mujhe aesa lg rha hai .. Hope aesa hi ho) ,
Haaye DT ka Rain sequence❤️
Teri story ki Taru ( DK nhi bolungi) is🤗❤️ Sooooo sooo soo pyaari
DT milan On the way hai
Mere dhruv babu entry lene waale hai VB me soo soon😎 , I am sooooo Excited 🥳
Jldi 8th part update krde plzz meri chutkii😳
Sry once again for being late😊