Most pathetic character Maa ke naam ka mazak bana dia hai har ghatiya kaam ka escape mai maa hu matlab khoon bhi krdo to bhi mai maa hu ka gaan lagake manipulate karegi this disgusting woman loves to preach but follow to khud bhi nahi kar payengi na Shah's badale na ye badali ye itni manhoos hai ki ek bacchi aur multi billionaire aadmi ki life spoil krdi aur ab udana hai udana hai kr rahi hai na ye acchi maa hai, na patni, na bahu na beti
3