I will like to say age ka nahi soch ka samman hona
Hona chahiye .
Jub soch hi nahi sahi Hao kis baat ka samman
Maine to aaj tuk baa ko aise koi kaam karte nahi dekha ki unhe samman diya jaaye
Badon ka farz Hota hai ki woh apne experience se young logon ki samasya door karein unhe guide kare
Yeh kaam aaj tuk baa ne nahi Kiya Balki bahu ko neecha dikhaya hai .
To jo baa Har time bahu ko neecha dikhati hai that baa don't deserve any respect
Aakhir kub chote patience rakhenge agar bade baat baat pe choto ko neeche dikhayenge .b.
Badon ko bhi baddapan dikhana chahiye
There was story in bhagwat Katha about 9 guru woh 9 guru sirf bade bujarg nahi woh 9 guru spider vaisya cheenti kanya bhi thi un sab ka samman Kiya
To sirf bade bujarg hi nahi Balki kisi se bhi seekha jaa sakta hai choton se bhi seekha jaa sakta hai
Agar old age hi excuse hai samman Dene ka then. Aaj aasaram bapu jail mein nahi Hote
Log aaj aasaram. Bapu ko khub suna rahe hain inspite of old age kyonki unke karm ghatiya hai.
16