Originally posted by: PassionStar
Prince ne Tara ko I love you Didi ka card diya tha aur meaning bhi bataya tha...
Aur aaj Dhruv ne I love you Tara kaha par fir bhi use samajh nahi aaya🤪😆
Ye kaisa hug tha, precap was far better than the actual episode..😭
Ye Tara bhi na bhookh lagne per ghaas hi khaathi hogi ... Woh kaun si taar hai jo apni jagah se hil gayi ...
Aur ye kya Dhruv khud dimaag ki Doc hai .. pahale illaaj Tara ka hi ban tha hai ... Shree Ganesh issi se karo yaar ... .. 🤔😲😒😲