I literally loved today ep , finally jaise ko taisa mil gaya, Anupma ka sab chahiye sab chahiye ke alaap mein kuch naa milega, ek baat Anuj ne sahi kahi agar Anua picnic pe chali bhi gayi to deviji ka to dhyan hi pata nahi kaha rahega. This is main problem of Anupama jaha physically present hai waha par dimaag kahi aur hota hai iska.
Yahi Kiya tha Anupma Ane jab 20 lakh ka fraud hua tha iske haato Kinjal ka soch soch ke bina dekhe hi sign kar diya 🤣🤦