Originally posted by: Chingaari
Wtfh dulhe ka sehra suhana lagta hai
Shehnaayi baja raha hai bb as bg music🤣🤣
Kitna low standard ho gaya aur hum phir bhi chupke rehte hain😆
Ankit bura phassa hai
Kahaan woh shaadi karne ko tayyar nhi aur yahaan logon ne usse dulhe Raja banaa diya hai