By saying that anupama se saari expectations anupama se kyon by that I meant ki khuch pehal anupama kare aur khuch pehal uske bache kare .
Yeh koi baat nahi Hota ki jub tuk anupama nahi kahegi main yahan nahi aa sakti tum log yahan aa Jaya Karo. Tub tuk bache yeh baat khud nahi keh sakte ki aap yahan mut aao . Hum wahan khud aa jayenenge
My point is that expectations hamesha ek person se nahi honi chahiye baaki logon se bhi honi chahiye
If I said expect anupama ko yeh baat bachon se bolni chahiye ki go to hell to main yeh baat toshu pakhi se bhi expect karti hoon unhe apni Maa ko aisi insult nahi Karni chahiye
I Am not saying ki agar unhe apnj Maa ki baat galat lagti hai to use nahi point karna chahiye but woh baat ko Bina apni Maa ka harsh shabd bole Bina bhi kaha jaa sakta hai
0