Originally posted by: ReenVora
Dimaag toh naa hai.... Chota wala toh sach mein chota hai... tum mistake samazh sakte hai .. Lekin Bade Wale ka sach mein dimaag kharab ho gaya hai aisa lagta hai ... Uski umar mein aisi naadaniyaan karna matlab ...
Kal ki story ki baat kar rahe ho kya 🤣