Originally posted by: Nezuko
Ha rangu and EK dino ko pata hai kuch nai ukhad payega parineeti
Isliye side kiya hai
EK ne 10 ka slot sony ke liye leliya hai
haa...EK ne to bas show banana tha to bana liya kuch bhi uthake...
Humare wale ki jagah kuch to rakhna tha na..to isko raaton raat khada kar diya..🤦♀️
Ab pata hai ki kuch karega to nahi...to 7.30 pe kar diya..
Vaise YHM ke baad ye dusra show hai jo EK ne 7.30 wale slot pe liya hai..🤔
Haa uska vo IKNMP ka season 2 aa raha hai na..
Dhadakan ko sony liv pe shift kar diya hai.. Uske last ke kuch episode ke liye.. 🙄