hamare yaha ek baat bolte h jis insaan ne jab jaha jaise marna h wo khud hi waha khicha chala jata h
like jagah chalkar nahi aati hum khud waha chalkar jate h jaha hamari maut khadi ho bss log jariya bante h
yehi destiny h
even here exactly the same saying
18