Nobody:
Literally nobody:
Not a single soul:
Le anupama while driving:

Kya matlab driving bas saamne dekh k karni hoti hai...mai orat hu aur ek orat ka jab man kare jaise man kare jaha dekh k man kare waise driving kar sakti hai"π

Ab drive kar hi rahi hu to socha lage haatho Anuj ko do page ka bhashan bhi de duππ
Le Anuj:OOO godd why is she looking at me like that...aise expression to ye bhashan chalu karne se pehle deti hai aksar....is she going to start her non stop bhashan again wo bhi while driving!!???

Anu: Aree Anuj aap aise car se utar k bhaag kyu rahe hai ..abhi to mai ne bas ek page k dialogues hi parhe the...chaar page aur bacha hua haiπ
Anuj:OOO goddd save me...save me from this orat and her speechesπ΅

Dekho anu mai ek simple sa aadmi hu...haath jor kar vinti kar raha hu tum se mujhe baksh do...mai nahi sun sakta tumhara ye bhashan aur

Is se pehle ki ye orat apna bhashan dobara chaalu kare bhaag leta hu yaha seπ...bhaar me jaaye pyaar wyaarπ€’..jaan kaanπhai to jahaan hai

Anuj to chale gaye...ab mai apna bhashan kis ko sunaauππ

Mil gaya naya shikaarπ
Anuj na sahi anjaan logo ko to gyaan pel hi sakti huπ
Ab is ko pakaaungi apne gyaan k motiyo seπ

*Bhashan starts*
π₯±π₯±π₯±π₯±π₯±π₯±
π΄π΄π΄π΄π΄π΄
π΄π΄π΄π΄π΄π΄
π΄π΄π΄π΄π΄π΄
π€π€π€π€π€π€
π€π€π€π€π€π€
π΄π΄π΄π΄π΄π΄

π΄π΄π΄
π΄π΄π΄
π΄π΄π΄
π΄π΄π΄
π΄π΄π΄

Aise kaise itna jaldi khatam ho jaayega mera bhashanπ
Abhi to bas 2000 saal hi huye hai..abhi to aur gyaan pelungi muft kaπ
Bas 1000 saal aur... fir tumhe jaane dungi...wo kya hai na diwali k baad se kisi ajnabi ko gyaan dene ka mauka mila hi nahi to isliye thora lamba chalega ye speech sessionπ³

Whatttt!!???1000 saal aur??!!!aap ka abhi tak khatam nahi hua??!!π²
Itne to dictionary me words bhi nahi hai jitna aap bol rahi ho aunty

Bhaaaagoooooo warna ye aunty paka k maar daalegi...chahe to movie flop chali jaaye par promotion k chakkar me in ka gyaan aur nahi jhel sakti maiπ€ͺ