Originally posted by: mineforever
yahi toh chahte hai feel ho..humne bhi badi strategy banayi but koi kaam nahi aayi..😂
Uske aage sabhi fail hai😂😂
I think ab to sirf Wattpad pe hi patega yeh banda😂
🏏India tour of England, 2026: England vs India, 1st ODI,🏏
It’s official, aloo in Tumbbad ❤️
Jennifer Winget is Getting married 🎉🎉🎉
Whose Marriage will happen first in show?
"Champagne" song - Alpha - Sharwari Wagh
First Look - Haiwaan - Akshay Kumar Saif Ali Khan
Originally posted by: mineforever
yahi toh chahte hai feel ho..humne bhi badi strategy banayi but koi kaam nahi aayi..😂
Uske aage sabhi fail hai😂😂
I think ab to sirf Wattpad pe hi patega yeh banda😂
Originally posted by: mineforever
Onscreen Karan bhaav nahi deta aur yaha hamari wali Monami bhaav nahi deti..sab ka alag hi track chal raha hai..😁
Yaha wali bhaav toh tab degi jab yaha zyada rahegi, Karan ke saath😆
Yaha wali toh Karan se hi muskil se baat Karti hain, usme bhi bhaav nahi diya bolte hain...
Uske aage sabhi fail hai😂😂
I think ab to sirf Wattpad pe hi payega yeh banda😂
yahi bacha hai ab..😁
kabhi kabhi jab din frustrating hota hai aur phir show main bhi akaal hota hai toh bahut gussa aata hai..80+ episodes ho gaye..ab toh kuch feel karo..isse zyaada toh Karan ne starting ke episodes main feel kiya tha..😁
Monami ke mann mein kab se laddu phoot rahe h or ek yeh hai ise to laddu ka khayal tak nahin aa raha phootna to dusri baat hai 🤣🤣
Originally posted by: mineforever
Chalo phir onscreen wala na sahi but yaha wala Karan toh patta hua hai..😉
Haan yaha wala Karan-Monami long distance relationship mein hain😂😂😂
Originally posted by: kavya1994
Yaha wali bhaav toh tab degi jab yaha zyada rahegi, Karan ke saath😆
Yaha wali toh Karan se hi muskil se baat Karti hain, usme bhi bhaav nahi diya bolte hain...
yahi problem hai..dono Monami ko Karan ke alawa kuch nahi dikhta😂
Originally posted by: mineforever
yahi bacha hai ab..😁
kabhi kabhi jab din frustrating hota hai aur phir show main bhi akaal hota hai toh bahut gussa aata hai..80+ episodes ho gaye..ab toh kuch feel karo..isse zyaada toh Karan ne starting ke episodes main feel kiya tha..😁
Starting wali baat nahin ab karan mein😢
Bilkul sabse raakhi bandhva lena Karan😉
Aabe jal kukde tujhe teri bandi mil gaayi na toh kaahe mera phaate main tang aada raahe ho.😂😂😂
Monami ke mann mein kab se laddu phoot rahe h or ek yeh hai ise to laddu ka khayal tak nahin aa raha phootna to dusri baat hai 🤣🤣
Main toh bas yahi sochti huin ki apna din bhi aayega..Karma will bite Karan and phir sab reverse hoga..bas woh shubh din kab aayega ,pata nahi😁