Originally posted by: mineforever
yahi toh chahte hai feel ho..humne bhi badi strategy banayi but koi kaam nahi aayi..๐
Uske aage sabhi fail hai๐๐
I think ab to sirf Wattpad pe hi patega yeh banda๐
Jennifer Winget is Getting married 🎉🎉🎉
🏏India tour of England, 2026: England vs India, 2nd ODI, Cardiff,🏏
Whose Marriage will happen first in show?
First Look - Haiwaan - Akshay Kumar Saif Ali Khan
15 years of Zindagi na Milegi Dobara.
Ramayna trailers certification
Originally posted by: mineforever
yahi toh chahte hai feel ho..humne bhi badi strategy banayi but koi kaam nahi aayi..๐
Uske aage sabhi fail hai๐๐
I think ab to sirf Wattpad pe hi patega yeh banda๐
Originally posted by: mineforever
Onscreen Karan bhaav nahi deta aur yaha hamari wali Monami bhaav nahi deti..sab ka alag hi track chal raha hai..๐
Yaha wali bhaav toh tab degi jab yaha zyada rahegi, Karan ke saath๐
Yaha wali toh Karan se hi muskil se baat Karti hain, usme bhi bhaav nahi diya bolte hain...
Uske aage sabhi fail hai๐๐
I think ab to sirf Wattpad pe hi payega yeh banda๐
yahi bacha hai ab..๐
kabhi kabhi jab din frustrating hota hai aur phir show main bhi akaal hota hai toh bahut gussa aata hai..80+ episodes ho gaye..ab toh kuch feel karo..isse zyaada toh Karan ne starting ke episodes main feel kiya tha..๐
Monami ke mann mein kab se laddu phoot rahe h or ek yeh hai ise to laddu ka khayal tak nahin aa raha phootna to dusri baat hai ๐คฃ๐คฃ
Originally posted by: mineforever
Chalo phir onscreen wala na sahi but yaha wala Karan toh patta hua hai..๐
Haan yaha wala Karan-Monami long distance relationship mein hain๐๐๐
Originally posted by: kavya1994
Yaha wali bhaav toh tab degi jab yaha zyada rahegi, Karan ke saath๐
Yaha wali toh Karan se hi muskil se baat Karti hain, usme bhi bhaav nahi diya bolte hain...
yahi problem hai..dono Monami ko Karan ke alawa kuch nahi dikhta๐
Originally posted by: mineforever
yahi bacha hai ab..๐
kabhi kabhi jab din frustrating hota hai aur phir show main bhi akaal hota hai toh bahut gussa aata hai..80+ episodes ho gaye..ab toh kuch feel karo..isse zyaada toh Karan ne starting ke episodes main feel kiya tha..๐
Starting wali baat nahin ab karan mein๐ข
Bilkul sabse raakhi bandhva lena Karan๐
Originally posted by: mineforever
yahi problem hai..dono Monami ko Karan ke alawa kuch nahi dikhta๐
Aabe jal kukde tujhe teri bandi mil gaayi na toh kaahe mera phaate main tang aada raahe ho.๐๐๐
Monami ke mann mein kab se laddu phoot rahe h or ek yeh hai ise to laddu ka khayal tak nahin aa raha phootna to dusri baat hai ๐คฃ๐คฃ
Main toh bas yahi sochti huin ki apna din bhi aayega..Karma will bite Karan and phir sab reverse hoga..bas woh shubh din kab aayega ,pata nahi๐