Aisa nahi h Mai bhi aati hu but koi hota hi nahi toh akele kya baate karna isiliye khisak leti huπ
lo batao..hum sab bhi yahi soch kar nahi aate hai..π
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
🏏IPL 2026: SRH vs DC, 31st Match, at Hyderabad 🏏
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
PATH TO TRUTH 21.4
Celebrating Abhishek and Aishwaryaβs anniversary
TV Serials, From Must-See to Missable Episodes: Where The Magic lost??
Aisa nahi h Mai bhi aati hu but koi hota hi nahi toh akele kya baate karna isiliye khisak leti huπ
lo batao..hum sab bhi yahi soch kar nahi aate hai..π
Originally posted by: kavya1994
Woh tension chupane wali smile thi....samjha Karo banda namoonon ke saath plan execute kar hainπ
Pichle baar kya kiya Suman aur Monami ne usse yaad hai, bas yahi soch raha tha dobara aisa na ho...warna uski training pe sawaliya nishaan uth jaayenge phir se..Namoone toh doobenge hi, saath mein uska career bhi dooboo ke jayengeπππ
Haa aur naahi toh kya muft main masala 12 aaane ka aur handi sa giri biryani don crore ki.ππππ
Originally posted by: Not_James_bond
Haa aake bas πππ waala emoji deka chali jaati hain tuπ‘. Pichla Sunday Maina aur mineforever na kitna miss kiya sabko par koi naahi aaya.π₯Ίπ₯Ίπ₯Ί
humne toh apne aap ko most "vela" bhi declare kar diya tha..phir bhi koi nahi aaya..ππ
Originally posted by: mineforever
Haan..badi strategy jo thi uski..same idea of Monu in a refined wayπ
Aare paar woh kaare kya jab jab kuch acha karne jaata hain yeh ghade namuna pura raita phela deta hain πππ.
Originally posted by: Not_James_bond
Teri aur meri tamanna ek hi hain ab kya kaare.ππ Bas manzil aalag hain mujhe usko popat bante dekhna hain aur tujha aashiq.πππ
toh popat banne ke raaste se aashiq bana chahiye usse..
kaash Monu ko koi dance performance ke liye flowers de deta..phir shayad kuch trigger hota Khadoos Shergill main..π€
Originally posted by: mineforever
humne toh apne aap ko most "vela" bhi declare kar diya tha..phir bhi koi nahi aaya..ππ
Matlab Raasi pai nache, thumka lagai par phir bhi koi bhav dena nahi aaya.πππ
Originally posted by: mineforever
toh popat banne ke raaste se aashiq bana chahiye usse..
kaash Monu ko koi dance performance ke liye flowers de deta..phir shayad kuch trigger hota Khadoos Shergill main..π€
Haa hota na trigger par iss baat sa ki Monu ka liye jo flowers laaye with h tha kitna ka πππ aur kyu kisi ladki ko oaatane main itna paisa waste karna hain.ππππ
Originally posted by: Not_James_bond
Aare paar woh kaare kya jab jab kuch acha karne jaata hain yeh ghade namuna pura raita phela deta hain πππ.
ab woh sab mind main rakhta hai aur usse lagta hai sab uska mind read kar lenge..toh ab kya karein..π
Originally posted by: mineforever
ab woh sab mind main rakhta hai aur usse lagta hai sab uska mind read kar lenge..toh ab kya karein..π
Mind read karne ka chaha main uski eye sight ghutna main chali gaayi hain.ππ
Originally posted by: Not_James_bond
Matlab Raasi pai nache, thumka lagai par phir bhi koi bhav dena nahi aaya.πππ
Onscreen Karan bhaav nahi deta aur yaha hamari wali Monami bhaav nahi deti..sab ka alag hi track chal raha hai..π