Dekh anupama ka 3.5 to fixed hai
Zee wala bhi start hogaya hai.. uske new promo dekhe the.. click kar gaya to acha chal sakta hai
Sony pe itna bharosa nai hai but still agar 0.9-1 bhi le aya to miracle hai
Rangu wait karega agar laga news kaam kar rahe hai to 🙂🗡🛀
Zee wala click hone ke chances hai...1.2-1.4 toh laayega...
Cliche plot hai ekdum...
And Sony pe 0.9 toh...🤭🤭KBC 1.0 pe hai...
Abhi BALH2 bhi 0.4 pe hai...
Rangu wait and watch mode mein hai...Zee wala click kiya toh gaye💔🥺