Originally posted by: Shraddha6789
.really phir usna uska duplicate banvaya hoga.đđ
Shit my brain is working at a rate worse then the show makers.đđđ
Koi na bhul gaye honge meri tarah.
Yaa phir apne hanky ko dekh uska hanky ki yaad aai hogi.đđđ
Woh hota hain naa maulale ki auntiya ghar party ka baad jaane ka baad apne dosto ka gehna aur saree ka baare main soch aahe bharti hain vaisa Monu hanky dekh flashback main gayi.đđđ
Monu ne chura liya hogađđ