Aap Ki Khata Aap Ki Bewafayee (shaan & Alka Yagnik) - Bardaasht
Koi Shikwa Na Karein Ge Na Azmayein GeTum Jahan Paon Rakhoo Ge Yeh Dil Bechayein Ge
Hum Tumhare Wafa Ke Dunya Main Pyaar He Pyaar Lutayein Ge
Aap Se Hai Gila Aap Se He Pyaar
Aap Ka Tha Mujhe Har Pal Intezaar
Bardaasht Nahi Hoota Ab Mujh Se Mere Yaar [2]
Aap Ke Khata Bewafai Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Aap Se Sanam Intehai Pyaar Karta Hai Dil Jaane Kyun [2]
Aap Ke Arzoo Dil Ko Baar Baar Likin Hai Shikayetein Mujh Ko Beshumaar
Baardaast Nahi Hoota Ab Mujh Se Mere Yaar
Aap Ke Khata Bewafai Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Aap Se Sanam Intehai Pyaar Karta Hai Dil Jaane Kyun
Hum Yeh Nahi Kehte Dil Ke Boore Hoo Tum Gustakhiyaan Likin Karte Rahte Hoo Tum [2]
Aap Ke Sabhi Gustakhiyaan Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Aap Ke Khata Bewafai Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Doo Kadam Chaloo Tum Doo Kadam Chalein Hum
Khamooshiyoon Ka Yeh Kissa Khatam Karein Hum [2]
Aap Ke Sabhi Khamooshiyaan Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Aap Ke Khata Bewafai Maaf Karta Hai Dil Jaane Kyun
Aap Se Sanam Intehai Pyaar Karta Hai Dil Jaane Kyun