O Simbu and Shammo pankhi - yeh galat ilzaam hain. Itne lambe essays likhne toh maine kabke bandh kar diye. Yeh pakka Northie ka kaam hain 😆
I was going to ask. So willl ask anyways. Aapka plan naheen hain this season to go back to daily epi ka summary / essay ? Mainey bandh keeya epis dekhana. So I was like SP. Mean reversion. Essay chaap lo roz. 🙏🏻🙏🏻
