Originally posted by: AreYaar
Caps batch 2: The Chhee and the Kyun🤣


The slide away with the Chhee and the way she slid right back over to scold him the next second....superbly hilarious comic timing😆
🤣🤣word about that awesome taal mel and timing again rocking 🤣 Matlab yeh log kya comedy kar rahe thay jail main jaise pretend jail main Hon adi ka reaction reaction her chee🤣 Muh khula and hain and then the next moment she is right there leaning on him scooting close and adi is like like kya ho gaya🤣 jhalli kar a kya chahti hai kabhi tickle karti hai and shock lagati hai kabhi chee karti is kabhi itna paas aati hai so he went straight yehi mila tumhe romance ke liye 🤣 his main complaint being pranav ke samne🤣 and pranav on the side was whole different level of WTH is going on yehnkar kya rahe hain his reactions are so freaking hilarious 😂 😃 apt representation of us as audience except I would be on floor laughing 🤣

"Hum aapse romance karne ke liye mare nahin jaa rahe" again surprise adi yeh sun ke behish nahi ho gaya ya yeh naya sadma nahi Lag gaya isse along with taane jinse ab isko phobia ho gaya hai🤣 matlab kya yaad karega imlie bhi ke biwi iske liye jail tak aa gayi .. I can't with he actually thought ke she came for a date caz uska mann nahi laga🤣🤣 such main alag level of naive and bewakoof this guy is🤣
And then Adi ka "Kyun"? 🤣....Dekho is aadmi ko kitni maasoomiyat se kyun bol raha hai.....waah re bhole panchhi Babusahib 😆isko kabhi na samjh aana kuch bhi🤣🤣🤣 I seriously wonder yeh iss duniya ka praani hai ke nahi...matlab out if all places yahan hi aake romance karna hai and jab jmlie is warning him toh kyon🤣 But then u guess he found that safest bina asthar around 🤣🤣 masoomiyat toh ispe khatam hai bas*smh**chuckles*

And Imlie closing her eyes with a "The Lord is testing me" expression 🤣 SM indeed was🤣 she was like main kya karoo kabhi kuch samjh nahi aana esp not in SHORT main isko toh books like ke do toh put something as simple in his mind ke air kaise bataye Raaz oops *RAJ* ki baat
Hahaha isse akse hi tickles aa rshe thay ke imlie close aa gayi asal emotional sickness toh isse ho raha tha
